Saturday, 4 January 2020
Aaj Ka Salam Lo Lyrics - Chaubees Ghante (1958)
Movie/album: Chaubees Ghante (1958)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Babul Bose, Bipin Panchal
Music Director: Babul Bose, Bipin Panchal
Director: Dwarka Khosla
Music Label: Saregama
Starring: Premnath, Shakeela, K N Singh, Samson, Maruti, Shammi, Nishi, Rajan Kapoor
Release on: 3rd January, 1958
Aaj Ka Salam Lo Song Lyrics
Aaj ka salam lo kal ka wada pakka
Has ke mera nam lo kal ka wada
Aaj ka salam lo kal ka wada pakka
Hasino ki nigah hasi
Hasino ki nigah hasi
Dil rakho sambhal ke
Udne laga hai nach dal ke
Lo payam lo kal ka wada pakka
Aaj ka salam lo kal ka wada pakka
Khushi ki ek jam me
Dubo de zindagi ke gum
Khushi ki ek jam me
Dubo de zindagi ke gum
Ke dukh bahut hai zindagi
Me sukh bahut hai kam
Aaj ka salam lo kal ka wada pakka
Sambhal sambhal ke chal jara
Kadam kadam pe jal hai
Sambhal sambhal ke chal jara
Kadam kadam pe jal hai
Samjh ke pasa fek le
Ye zindagi ki chal hai
Abhi inam lo kal ka wada pakka.
No comments :
Post a Comment