Sunday, 2 February 2020
Ghar Aaja Ghir Aaye Lyrics - Chhote Nawab (1961)
Movie/album: Chhote Nawab (1961)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Genres: Mujra
Director: S.A. Akbar
Music Label: Saregama
Starring: Ameeta, Mehmood,Johnny Walker
Release on: 13th August, 1961
Ghar Aaja Ghir Aaye Song Lyrics
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye
Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Khidakee pe baithee baithee saree rain jaye rey
Tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya
Ghar aaja ghir aaye
Kasamasa jiyara kasak moree dunee rey
Pyasee pyasee ankhiyo kee galiya hai suni re
Jane mohe lagee kis bairan kee najariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye.
No comments :
Post a Comment