Thursday, 13 February 2020
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana Lyrics - Chhoti Bhabbi (1950)
Movie/album: Chhoti Bhabbi (1950)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genres: Romantic
Director: Shanti Kumar
Music Label: Saregama
Starring: Karan Dewan, Nargis Dutt, Shyam, Kuldeep
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana Song Lyrics
Ladka aur ladki mile pyar ka gaana
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Birah ne hame juda kar diya
Judai ka gana
Has has ke pada rona
Haye has has ke pada rona
Takdir mein likha tha
Haye milke juda hona
Juda hona
Barbad tamanna hai haye
Barbad tamanna hai
O dekh le diwane
Bedard ye duniya hai
Bedard ye duniya hai
Haste rahe sab duniya wale
Roti rahi jawani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Villon ko police ne pakad liya
Ladke aur ladki ki shadi ho gayi
Shadi ka gana
Jawani ki raat hai
Mohabbat ki baat hai
Jawani ki raat hai
Jawani ki raat hai
Mohabbat ki baat hai
Mohabbat ki baat hai
Piya mere sath hai
Piya mere sath hai
Hatho mein hath hai
Hatho mein hath hai
Suno suno aye duniya walo
Ye hai filmi kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya.
No comments :
Post a Comment