Tuesday, 18 February 2020
Teri Aankho Ke Siva Lyrics - Chirag (1969)
Movie/album: Chirag (1969)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Genres: Romantic
Director: Raj Khosla
Music Label: Saregama
Starring: Sunil Dutt, Asha Parekh, Om Prakash, Kanhaiyalal, Mukri, Sulochana Latkar
Teri Aankho Ke Siva Song Lyrics
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marna
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Palko ki galiyo me chaehre
Baharo ke haste hue
Hai mere khwabo ke kya kya
Nagar inme bate hue
Palko ki galiyo me chaehre
Baharo ke haste hue
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marna
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Inme mere ane wale
Jamane ki tasvir hai
Chahat ke kajal se
Likhi hui meri takdir hai
Inme mere ane wale
Jamane ki tasvir hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marana
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marana
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai.
No comments :
Post a Comment