lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label 1977. Show all posts

Friday, 31 January 2020

Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta Lyrics - Chhota Baap (1977)

No comments :



Movie/album: Chhota Baap (1977)

Singers: Usha Mangeshkar

Song Lyricists: Bharat Vyas

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Festivals

Director: Shantilal Soni

Music Label: Saregama

Starring: Master Alankar, Romesh Sharma, Asit Sen, Bindiya Goswami, Paintal, Sanjana, Dhumal


Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta Song Lyrics


Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta

Ma ne mujhko zanam diya tha
Bachpan me hi chhod chali
Ma ne mujhko zanam diya tha
Bachpan me hi chhod chali
Tere hatho sonp ke mujhko
Apana nata tod chali
Mere bachpan ko paya
Mere hi aanchal ka pyar
Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta



Mai nanha sa diya
Mai nanha sa diya
Jise tu rakhati sada ujal ke
Duniya ke toofan to hai
Rakhati mujhe sambhal ke
Mai nanha sa diya
Jise tu rakhati sada ujal ke
Duniya ke toofan to hai
Rakhati mujhe sambhal ke
Mere liye to meri bahana
Tu hai devi parawati
Ek nayan mein maa ki mamta

Ek din chhod mujhe jab
Tu sasural chali jayegi
Ek din chhod mujhe jab
Tu sasural chali jayegi
Jitana tujhe bhulauga
Utni hi yaad aayegi
Utni hi yaad aayegi
Tujhe khinch kar hi
Layega rakasha bandhan
Ka tayohar
Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta.


Aansuo Ko Thaam Le Lyrics - Chhota Baap (1977)

No comments :



Movie/album: Chhota Baap (1977)

Singers: Anuradha Paudwal

Song Lyricists: Bharat Vyas

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Sad

Director: Shantilal Soni

Music Label: Saregama

Starring: Master Alankar, Romesh Sharma, Asit Sen, Bindiya Goswami, Paintal, Sanjana, Dhumal


Aansuo Ko Thaam Le Song Lyrics


Aansuo ko tham le sabar se jo kam le
Aafato se na dare mushkilo ko hal kare
Apne man ki jis ke hath me lagam hai
Aadami usi ka naam hai
Aadami usi ka naam hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aansuo ko tham le sabar se jo kam le
Aafato se na dare mushkilo ko hal kare
Apne man ki kis ke hath me lagam hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aadami usi ka naam hai

Besahara hoke bhi sahara dund le
Besahara hoke bhi sahara dund le
Chir ke bhawar ko jo kinara dund le
Zindagi sangram hai, sangram me laga rahe,
Phal ki aasha chhod ke jo kam me laga rahe
Aaram jiske vasate sada haram hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aadami usi ka naam hai



Ye zamana chahe jiske hatho me na hath de
Ye zamana chahe jiske hatho me na hath de
Khud bo khud hi chal pade agar koi na sath de
Kab kise dare nahi kya kahana uski shan ke
Waqt ka mukabala kare jo sina tan ke
Jiski har ek sans deti pyar ka paigam hai
Aadami usi ka naam hai
Aadami usi ka naam hai oo ho

Aansuo ko tham le sabar se jo kam le
Aafato se na dare mushkilo ko hal kare
Apne man ki jis ke hath me lagam hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aadami usi ka naam hai.


Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke Lyrics - Chhota Baap (1977)

No comments :




Movie/album: Chhota Baap (1977)

Singers: Asha Bhosle

Song Lyricists: Ram Bhardwaj

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Dance

Director: Shantilal Soni

Music Label: SaregamaStarring: Master Alankar, Romesh Sharma, Asit Sen, Bindiya Goswami, Paintal, Sanjana, Dhumal


Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke Song Lyrics



Oo ho oo hari nigodi leke rahati
Kanha ko dukh deti unke mithe mithe
Hotho ka tu chumban leti
Jab bhi dekhu tu kanha ke
Mukh se lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Jab bhi dekhu tu kanha ke
Mukh se lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Unki sanso me ghul mil ke
Unke sang sang gati
Sat suro wali nagan tu
Hamari parit churati
Radha mohan ke tu bich
Aake khadi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu
Tu kanha ke mukh se
Lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu

Adhar ki sej pe soke
Sham ko kahe satati
Adhar ki sej pe soke
Sham ko kahe satati
Nachati ek pag par unko
Pav unse tu dabwati
Aadhi rat ko apni dhun se
Humko bhi hichakilati
Khud chipaki rahati hotho se
Aur humko tarasati, hath
Dhoke tu kyu hamare pichhe padi
Murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu
Tu kanha ke mukh se
Lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu



Jab bhi jau mai madhuban me
Aisi aati mere man me
Jab bhi jau mai madhuban me
Aisi aati mere man me
Chhin ke sham se tujhko
Dubo du zamuna jal me
Tujhko jadu tona karte
Dekha humne aankho
Tere zigar me sat chhed to
Hamare zigar me lakho bharam aate hai
Mohan ka man har ghadi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu
Tu kanha ke mukh se
Lagi murali tu sotan
Hamari badi jab bhi dekhu tu.


Mehendi Raccha Bindiya Saja Lyrics - Chhota Baap (1977)

No comments :



Movie/album: Chhota Baap (1977)

Singers: Asha Bhosle

Song Lyricists: Bharat Vyas

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Marriage

Director: Shantilal Soni

Music Label: Saregama

Starring: Master Alankar, Romesh Sharma, Asit Sen, Bindiya Goswami, Paintal, Sanjana, Dhumal


Mehendi Raccha Bindiya Saja Song Lyrics


Mehandi racha bindiya saja
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana
Bhul na jana
Magar hume bhul na jana
Mehandi racha bindiya saja
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana

Jitana pyar mujhe pana tha
Tere raz me pa hi gaya
Aaj magar meri aankhe tar
Aane wala din aa hi gaya
Aane wala din aa hi gaya
Is ghar pali us ghar chali
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana



Har kante ko phul banana
Har mushkil me musakana
Ja ke waha meri pyari bahana
Sab ke man me bas jana
Sab ke man me bas jana
Oo ladali komal kali
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana

Rit riwajo ki duniya me
Jivan ka sandesh hai
Wo ghar ab tera ghar bahana
Ye ghar ab pardesh hai
Ye ghar ab pardesh hai
Tu us ghar chalo phulo phalo
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana
Mehandi racha bindiya saja
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana
Mehandi racha bindiya saja
Jau piya ji ke desh
Magar hume bhul na jana.


Chhota Baap (1977)

No comments :

Chhota Baap (1977) Songs Lyrics


Starring: Master Alankar, Romesh Sharma, Asit Sen, Bindiya Goswami, Paintal, Sanjana, Dhumal

Director: Shantilal Soni

Producer(s): Vithal

Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Lyricist(s): Bharat Vyas, Ram Bhardwaj

Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Chhota Baap (1977) Songs Lyrics


Mehendi Raccha Bindiya Saja
by Asha Bhosle5:31

Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke
by Asha Bhosle5:55

Aansuo Ko Thaam Le
by Anuradha Paudwal4:43

Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta
by Usha Mangeshkar


Friday, 10 January 2020

Yaar Dildar Tujhe Lyrics - Chhailla Babu (1977)

No comments :




Movie/album: Chhailla Babu (1977)

Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Masti

Director: Joy Mukherjee

Music Label: Polydor

Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Release on: 20th April, 1977


Yaar Dildar Tujhe Song Lyrics


Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye

Paisa kya karna hai tere liye jina hai
Tere liye jina hai tere liye marna hai
Yaar dildar tere jaisa chahiye
Pyar ke liye magar paisa chahiye
Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye



Dil kahi or aankh kahi or
Mere jhuthe balma tere dil mein chor
Dil kahi or aankh kahi or
Mere jhuthe balma tere dil mein chor
Daulat ka deewana banta hai parwana
Parwana
Tu naam badnam nahi aisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Yaar dildar tere jaisa chahiye
Pyar ke liye magar paisa chahiye

Sathi tere sath mein aisi saji raat mein
Dulhan jaise ho koi choro ki barat mein
Sathi tere sath mein aisi saji raat mein
Dulhan jaise ho koi choro ki barat mein
Lut jayegi rani teri ye jawani
Ye jawani
Tujhe nigeban mere jaisa chahiye
Pyar ke liye magar paisa chahiye
Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye



Dekh bahane chhod de
Jhutha rishta tod de
Mera kahna maan le
Zalim ye zid chhod de
Mat kar beimani mat kar nadani
Mat kar beimani mat kar nadani
Dekh bahane chhod de
Jhutha rishta tod de
Mera kahna maan le
Zalim ye zid chod de
Mat kar beimani mat kar nadani nadani
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Na paisa chahiye na pyar chahiye.


Kal Raat Sadak Pe Lyrics - Chhailla Babu (1977)

No comments :




Movie/album: Chhailla Babu (1977)

Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Masti

Director: Joy Mukherjee

Music Label: Polydor

Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Release on: 20th April, 1977


Kal Raat Sadak Pe Song Lyrics


Kal raat sadak pe ek ladki
Ladki ne mujhko aawaz di
Taxy taxy taxy taxy taxy
Taxy taxy taxy taxy taxy
Taxy taxy taxy taxy taxy

Main wahi ruk gaya ye sar jhuk gaya
Wo aage badhi najar jab ladi
Wo aankhe miche wo baithi pichhe
Wo boli suno driver chalo
Main bola kaha wo bolo waha
Jaha dil mile jara dil khile
Gira ke meter do ghut peekar
Nind se jaga use le bhaga
Bhaga bhaga
Bas bas bas aage mat puchho
Aage aage dekho
Bas bas bas aage mat puchho
Aage aage dekho
Gadi sahar se jab nikli



Ladki ne mujhko aawaz di
Taxy suno suno taxy taxy
Aye hasi nojawa phir ye mausam kaha
Aye hasi nojawa phir ye mausam kaha
Raat madhosh hai waqt khamosh hai
Dil ki bate karo karo
Kuch kaho kuch suno

Maine hans kar kaha
Aye meri dilruba
Aa jara mere paas
Mere lab pe hai pyas
Lag gayi wo gale
Gadi kis se chale
Ruk gaye humsafar
Juhu ke beach par
Bas bas bas bas aage mat puchho
Aage aage dekho
Bas bas bas bas bas bas
Aage mat puchho
Aage aage dekho
Sahil pe taxy jab thahri
Sahil pe taxy jab thahri
Logo ne mujhko aawaz di
Taxy taxy taxy taxy taxy
Taxy taxy taxy taxy taxy
Taxy taxy taxy taxy taxy
Bola main ji nahi taxy khali nahi



Dono chalne lage dil machalne lage
Dono chalne lage dil machalne lage
Ek sunsan si jagah aayi
Ret par baith kar yu mila kar najar
Baho se khich kar
Baho mein bhich kar
Usne mujhse kaha
Bekadar bewafa
Kar gaya main janab
Usne ulti nakab
Sath baithi thi jo
Meri biwi thi wo
Bas bas bas bas bas bas
Aage mat puchho
Aage mat puchho
Bas bas bas bas bas bas
Aage mat puchho
Aage mat puchho.


Chhaila Mera Chhaila Lyrics - Chhailla Babu (1977)

No comments :




Movie/album: Chhailla Babu (1977)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: SadDirector: Joy Mukherjee

Music Label: Polydor

Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Release on: 20th April, 1977


Chhaila Mera Chhaila Song Lyrics


Chhaila mera chhaila
Maa ko bada sataye
Aangan mein chhup jaye
Kho jaye to kya ho mere ram
Chhaila mera chhaila
Maa ko bada sataye
Aangan mein chhup jaye
Kho jaye to kya ho mere ram
Chhaila mera chhaila

Sham savere mere naina
Dhundte kaha hai kaha hai
Kaha hai kaha hai
Sabse puchhte rahe
Kaha hai kaha hai
Sabse puchhte rahe
Aa ke pichhe
Aankhe miche
Aanchal khinche mera ghansham
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila



Deewani huyi main aisa lage
Jisko dekhu chhaila jaisa
Lage re mohe
Jisko dekhu chhaila jaisa
Lage re mohe
Bichhda hai jo mil jaye to
Vyakul mann ko aa jaye aaram
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila.


Chhaila Tera Chhaila Lyrics - Chhailla Babu (1977)

No comments :




Movie/album: Chhailla Babu (1977)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Happy

Director: Joy Mukherjee

Music Label: Polydor

Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Release on: 20th April, 1977


Chhaila Tera Chhaila Song Lyrics


Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila
Chhaila mera chhaila

Na ro maa na ro sun li maine
Teri pukaar teri pukaar
Aaj mila hai vapas maa bete ko
Khoya pyaar khoya pyaar
Duniya tujhse hari maa
Tu jiti ye jeevan sangraam
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila



Ji chahe main tere charno mein
Sar rakh ke rou sar rakh ke rou
Aa jaye vapas bachapan main teri
God mein sou god mein sou
Phir na kabhi main tujhko satau
Tujhe manau maa tujhko parnam
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila
Chhaila tera chhaila.


Humko Nikaloge Ghar Se Lyrics - Chhailla Babu (1977)

No comments :



Movie/album: Chhailla Babu (1977)

Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Playful

Director: Joy Mukherjee

Music Label: Polydor

Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Release on: 20th April, 1977


Humko Nikaloge Ghar Se Song Lyrics


Hamko nikaloge ghar se
Sajan pachhtaoge
Hamko nikaloge ghar se
Sajan pachhtaoge
Chale jayenge hum to
Pichhe pichhe
Daude chale aaoge
O kaha jaoge
Hamko nikaloge ghar
Se sajan pachhtaoge
Chale jayenge hum to
Pichhe pichhe
Daude chale aaoge

Kashti mein baitho to
Toofan ka khatra hai
Kashti mein baitho to
Toofan ka khatra hai
Gadi ke safar mein
Saman ka khatra hai
Mandir mein jao to
Bhagwan ka khatra hai
Ghar mein bin bulaye
Mehman ka khatra hai
Ghar mein bin bulaye
Mehman ka khatra hai
O kaha jaoge jaoge
Hamko nikaloge ghar se
Sajan pachhtaoge
Chale jayenge hum to
Pichhe pichhe
Daude chale aaoge



Jinke hath mein aayi
Wo dor nahi chhodenge
Jinke hath mein aayi
Wo dor nahi chhodenge
Parwat pe ye badal
Ghanghor nahi chhodenge
Gulshan mein jaogi
To mor nahi chhodenge
Sajan se bachogi
To chor nahi chhodenge
Sajan se bachogi
To chor nahi chhodenge
Ho kaha jaoge jaoge
Hamko nikaloge ghar se
Sajan pachhtaoge
Chale jayenge hum to
Pichhe pichhe
Daude chale aaoge



Thahro na gussa chhodo
Maaf kar do na
Ruth gaye raja
Jara si ek baat mein
Ruth gaye raja
Jara si ek baat mein
Achha maan jao
Ye hath lelo hath mein
Meri chhaila babu
Na jao kali raat mein
Jana hai to mujhko bhi
Lete jao sath mein
Jana hai to mujhko bhi
Lete jao sath mein
O jaha jaoge jaoge
Hamko nikaloge dil se
Sajan pachhtaoge
Hamko nikaloge dil se
Sajan pachhtaoge
Ha ha dekho kaha tha na
Hamne sajan pachhtaoge.


Main Baabu Chhaila Lyrics - Chhailla Babu (1977)

No comments :



Movie/album: Chhailla Babu (1977)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Genres: Masti

Director: Joy Mukherjee

Music Label: Polydor

Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Release on: 20th April, 1977


Main Baabu Chhaila Song Lyrics


O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila
Ye naam tha mera pehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila
Ye naam tha mera pehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila

Sun le dil ka ye afasana
Tera mera pyaar purana
Sun le dil ka ye afasana
Tera mera pyaar purana
Maana ek bahrupiya hu main
Lekin tera hu deewana
Aadat meri buri sahi par
Dil ka main nahi maila
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila



Ye jo apne pichhe daude
Bimari pichha na chhode
Ye jo apne pichhe daude
Bimari pichha na chhode
Aise premi aise paagal
Duniya mein milte hai thode
Jaane hai ye paan ka chhakka
Ya chidiya ka nehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila

Hu hu hu o ho laa laa laa

Hum jaise deewane aksar
Jaan bhi de dete hai hans kar
Hum jaise deewane aksar
Jaan bhi de dete hai hans kar
Gam na kar bas shouk se
Dilabar teer chalaye ja sine par
Tut gaya dil mera to kya
Tera dil to behla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
Main baabu chhaila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila
Ye naam tha mera pehla
Aaj se main ban gaya re majnu
Dekh ke tujhko laila
O ho ho main baabu chhaila
Chhaila baabu baabu chhaila.


Chhailla Babu (1977)

No comments :

Chhailla Babu (1977) Songs Lyrics


Starring: Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Padma Khanna, Om Shiv Puri, Asrani, Ranjeet, Jairaj, Manmohan, Achla Sachdev, Mac Mohan

Director: Joy Mukherjee

Producer(s): Shomu Mukherjee

Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Lyricist(s): Anand Bakshi

Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Release on: 20th April, 1977

Chhailla Babu (1977) Songs Lyrics


Main Baabu Chhaila
by Kishore Kumar

Humko Nikaloge Ghar Se
by Asha Bhosle, Kishore Kumar

Chhaila Tera Chhaila
by Kishore Kumar

Chhaila Mera Chhaila
by Lata Mangeshkar

Kal Raat Sadak Pe
by Asha Bhosle, Kishore Kumar

Yaar Dildar Tujhe
by Asha Bhosle, Kishore Kumar


Wednesday, 1 January 2020

O Maiya Mori Main Nahin Makhan Lyrics - Charandas (1977)

No comments :



Movie/album: Charandas (1977)

Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: B.S. Thapa

Music Label: Saregama

Starring: Amitabh Bachchan, Vikram, Laxmi, Farida Jalal, Manorama, Om Parkesh, Paintal, Dharmendra, Sunil Dutt


O Maiya Mori Main Nahin Makhan Song Lyrics


Maiya moree main
Nahee makhan khayo
Kahat sunat me aakar
Kahe jhutha dosh lagayo
Ree maiya moree main
Nahee makhan khayo

Yamuna key tat par gwal
Bal sang char sahar main khela
Gaiya charvat bansee
Bajavat sanj kee bela
Bhuk lagee toh daudat
Daudat sidha maein ghar aayo
Ree maiya moree main
Nahee makhan khayo



Naa koyee maine matkee
Phodee naa koyee kee hai choree
Jan liya kyon mujhko
Jhutha tune maiya moree
Apne ang ko kaise
Samjha tune aaj parayo
Ree maiya moree main
Nahee makhan khayo

Me toh baba nand key
Lala kahe chor kahau
Apne ghar me kaun
Kamee jo bahar makhan khau
Bat sunee toh mata
Yashoda hanskar kanth lagayo
Phir bolee too
Nahee makhan khayo
Ree maiya moree main
Nahee makhan khayo
Too nahee makhan khayo.


Dil Ki Lagi Aesi Lagi Lyrics - Charandas (1977)

No comments :



Movie/album: Charandas (1977)

Singers: Asha Bhosle

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: B.S. Thapa

Music Label: Saregama

Starring: Amitabh Bachchan, Vikram, Laxmi, Farida Jalal, Manorama, Om Parkesh, Paintal, Dharmendra, Sunil Dutt


Dil Ki Lagi Aesi Lagi Song Lyrics


Dil ki lagi aisi lagi
Ab to sanam bujhti nahi
Dil ki lagi aisi lagi
Ab to sanam bujhti nahi
Mithi chubhan re sachi lagan re
Mithi chubhan re sachi lagan re
Teri kasam chupti nahi

Bato bato me kya
Hua dil machal gaya
Bato bato me kya
Hua dil machal gaya
Dekha jo tumne mujhko to
Phir sambhal gaya
Bhul gayi mai sari dunia
Ek tere siwa
Jadu sa ankho ka
Tera aisa chal gaya
Bole bole dole dil mera
Ab ye tadap si rukti nahi
Dil ki lagi re aisi lagi
Dil ki lagi aisi lagi
Ab to sanam bujhti nahi



Suni suni si mahfil
Phir meri hui jawan
Jage phir angadayi leke
Dil ke armaa
Ek nayi jannat si mujhko
Dekho aaj mili
Dard ki manjil piche rah gayi
Jane ab kaha
Dekho dekho jan liya
Dunia ne man liya
Preet kabhi bhi jukti nahi
Dil ki lagi aisi lagi
Ab to sanam bujhti nahi
Mithi chubhan re sachi lagan re
Mithi chubhan re sachi lagan re
Teri kasam chupti nahi.


Ha Dekh Lo Ishq Ka Martabba Lyrics - Charandas (1977)

No comments :



Movie/album: Charandas (1977)

Singers: Aziz Nazan, K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: B.S. Thapa

Music Label: Saregama

Starring: Amitabh Bachchan, Vikram, Laxmi, Farida Jalal, Manorama, Om Parkesh, Paintal, Dharmendra, Sunil Dutt


Ha Dekh Lo Ishq Ka Martabba Song Lyrics


Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq
Ka martaba dekh lo
Jo mohbbat me jo mohbbat me
Sab kuchh luta baitha
Sari dunia ko ha sari dunia ko
Dil se bhula baitha
Uski surat me
Yaro khuda dekh lo
Dekh lo ishk ka
Martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk
Ka martaba dekh lo

Ishk sari khudayi ki buniyad hai
Ishk hi se ye dunia ko abad hai
Galtiya do dilo ki basata hai ye
Or ispe maja khud ye barbad hai
Ha ha brbad hai khud ye barbad hai
Ishk ki ye anokhi ada dekh lo
Dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishq ka martaba dekh lo



Pyar ki rah me deewar khadi hoti hai
Ishk ke paw me janjir padi hoti hai
Phir na deeware na janjire najar ati hai
Ankh mahbub se jis wakt ladi hoti hai
Bin piye jo chade
Ha bin piye jo chade wo nasha dekh lo
Dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk ka martaba dekh lo

Heer ranjhe ka mel ho jata
Ishk phir ek khel ho jata
Soni ko mahwal mil jata
Aa wo phir pyar ki kasam khata
Aise bhi laila se juda hoke
Aj tak jinda hai fanah hoke
Seere farad ek ho jate
Ishk ki aag wo dubo jate
Nam jis chiz ka mohabbat hai
Bekarari hi uski dolat hai
Aashiki gum ka nam hai pyare
Ek tadap ka nam hai ye pyare
Husan hai shama ishk parwana
Ye bhi diwani wo bhi diwana
Aag me jal gaye jo deewane
Log kahte hai unke afsane
Jamin pe bichade
Jo dil asmaa pe jake mile
Yaha ke jalme waha pe
Sitare ban ke khile
Itgaa dekhli itgaa dekhli
Imthaa dekhlo
Dekh lo ishk ka martaba dekh lo
Ha dekh lo ishk ka martaba dekh lo.


Kuch Soch Ke Pyar Kiya Hai Lyrics - Charandas (1977)

No comments :



Movie/album: Charandas (1977)

Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: B.S. Thapa

Music Label: Saregama

Starring: Amitabh Bachchan, Vikram, Laxmi, Farida Jalal, Manorama, Om Parkesh, Paintal, Dharmendra, Sunil Dutt


Kuch Soch Ke Pyar Kiya Hai Song Lyrics


Kuch soch ke pyar kiya hai
Kuch soch ke pyar kiya hai
Dil diya hai or liya hai
We dhola ji aa
Nachiye khudiye payiye raula we
Ho jab aanhk se aanhk ladali
O maine jag ki daulat pali
Ho jab aanhk se aanhk ladali
O maine jag ki daulat pali
O baliye ni aa
Hasde tapde gaonde chaliye ni

Aankho me tum aake
Ek din chod na jate
Ho dhini dhadak
Kuch or badha jate ho
Palko me teri mai to rat gujaru
Khud se chupake
Teri julfe sawaru
Bura na mano nare
Are o nachiye
Khudiye payiye raula we



Ye sundar aankh micholi
Hum khel rahe hai aise
Mai mati ki gudiya
Tum jan ho meri jaise
Teri meri preet ki
Ye choti si kahani
Phulo ki mahak
Hai baharo ki jawani
Nagma suhana re
Are o nachiye
Khudiye payiye raula we
Kuch soch ke pyar kiya hai
Dil diya hai or liya hai
Kuch soch ke pyar kiya hai
Dil diya hai or liya hai
O baliye ni aa hasde
Tapde payiye raula we.


Yeh Zamana Agar Raah Roke Lyrics - Charandas (1977)

No comments :



Movie/album: Charandas (1977)

Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: B.S. Thapa

Music Label: Saregama

Starring: Amitabh Bachchan, Vikram, Laxmi, Farida Jalal, Manorama, Om Parkesh, Paintal, Dharmendra, Sunil Dutt


Yeh Zamana Agar Raah Roke Song Lyrics


Ye jamana agar rah roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge
Mohabbat ke dusman to hai dekhna
Ek din dil hi dil me wo pachtayenge
Ye jamana agar rah roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge

Dil ka chaman lahra raha
Udta dupata ga raha
Hai mohabbat ke dil hai samne
Jhoka pawan ka samjha raha
Dil ka chaman lahra raha
Udta dupata ga raha



Dhadkate hue dil milenge jaha
Waha mele baharo ke lag jayenge
Ye jamana agar rah roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge
Chalne lagi purwaiya
Bajne lagi re sahnayiya
Eye galese lage ab to mile
Mohabbat ki leke angadayiya
Chalne lagi purwaiya
Bajne lagi re sahnayiya

Ye rate jawa ho tamnna hasi
To farste kadam chumne ayenge
Ye jamana agar roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge.


Charandas (1977)

No comments :

Charandas (1977) Songs Lyrics


Starring: Amitabh Bachchan, Vikram, Laxmi, Farida Jalal, Manorama, Om Parkesh, Paintal, Dharmendra, Sunil Dutt

Director: B.S. Thapa

Producer(s): Kuldeep Singh Walia

Music Director(s): Rajesh Roshan

Lyricist(s): Rajendra Krishan

Composer(s): Rajesh Roshan

Charandas (1977) Songs Lyrics


Yeh Zamana Agar Raah Roke
by Asha Bhosle, Kishore Kumar

Kuch Soch Ke Pyar Kiya Hai
by Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Ha Dekh Lo Ishq Ka Martabba
by Aziz Nazan, K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)

Dil Ki Lagi Aesi Lagi
by Asha Bhosle

O Maiya Mori Main Nahin Makhan
by Mukesh Chand Mathur (Mukesh)


Friday, 27 December 2019

Baby Ghar Chalo Lyrics - Chalta Purza (1977)

No comments :



Movie/album: Chalta Purza (1977)

Singers: Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Rahul Dev Burman

Music Director: Rahul Dev Burman

Director: Bhappi Sonie

Music Label: Saregama

Starring: Rajesh Khanna, Parveen Babi


Baby Ghar Chalo Song Lyrics


Baby ghar chalo uhu nahi
Uhu nahi baby ghar chalo
Ghar tum bin hai suna
Baby ghar chalo ghar
Tum bin hai suna
Are ham se dekho bat na
Karna hamko tum na chuna
Ghar tum bin hai suna
Baby ghar chalo ghar
Tum bin hai suna
Ham se dekho bat na karna
Hamoko tum na chuna
Ghar tum bin hai suna

Acha ye to bolo ghar
Chhod ke kaha jaogi
Bholi rani mera dil
Tod ke kaha jaogi
Bolo bolo sochona
Acha ye to bolo hame
Chhod ke kaha jaogi
Bholi rani mera dil
Tod ke kaha jaogi
Are re re ye to maine
Socha hi nahi to socho ha
Chhod ke mumbai sahar
Ko mai chali jaungi puna
Ghar tum bin hai suna
Baby ghar chalo ghar
Tum bin hai suna



Ghar me kaise pyare
Pyare sunder khilone hai
Resmi bistar mithi
Ninde sapne salone hai
Kya maja aayegha na
Ghar me kaise pyare
Pyare sunder khilone hai
Resmi bistar mithi
Ninde sapne salone hai
Unkle maska mar rahe ho kya
Phir bhi ham nahi jayeghe
Maf karo to ghar to ghar
Ka na banta mai munna
Ghar tum bin hai suna
Baby ghar chalo ghar
Tum bin hai suna



Jaisa ghar hota hai chalo
Waisa ghar banayenge
Gandi cheeze faik ke
Bahar achi cheeze layenge
Samji na bitiya
Jaisa ghar hota hai chalo
Waisa ghar banayenge
Gandi cheeze faik ke
Bahar achi cheeze layenge
Ha par ek sart hai
Didi apne sath chale
To maja aye dughna
Baby ghar chalo ghar
Tum bin hai suna
Baby ghar chalo ghar
Tum bin hai suna
O ghar tum bin hai suna
O ghar tum bin hai suna.


Are Aa Gaye Hum Dildaar Lyrics - Chalta Purza (1977)

No comments :



Movie/album: Chalta Purza (1977)

Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Rahul Dev Burman

Music Director: Rahul Dev Burman

Director: Bhappi Sonie

Music Label: Saregama

Starring: Rajesh Khanna, Parveen Babi


Are Aa Gaye Hum Dildaar Song Lyrics


Are aa gaye hum dildar teri gali me
Dibar yar nakhre chad hoja tayar gadi chut jayegi
Are aa gaye hum dildar teri gali me
Dibar yar nakhre chad hoja tayar gadi chut jayegi
O mai nahi jana tere sath, mai nahi jana tere sath re
Mai nahi jana tere sath leja wapas ye barat
Phir mat karna aisi bat yari tut jayegi
Mai nahi jana tere sath leja wapas ye barat
Phir mat karna aisi bat yari tut jayegi

Bade nasibo wali hai tu lagi hai hamko pyari
Bade nasibo wali hai tu lagi hai hamko pyari
Ham chal diye to rah jayegi sari umar kuwari
Are mere liye bahut hai ladke laga hua hai mela
Mere liye bahut hai ladke laga hua hai mela
Mai na mili to rah jayega sari umar akela
Tane mat mar jhagda mat kar bich bajar
Nakhre chad hoja tayar gadi chut jayegi
Mai nahi jana tere sath, leja wapas ye barat
Phir mat karna aisi bat yari tut jayegi



Gali gali firte hai tere jaise kayi diwane
Mujhe to shak hai bhul gaya hai rasta tu anjane
Mujhe kayi khat likhe tune gharwalo se chori
Mujhe kayi khat likhe tune gharwalo se chori
Chupke se mere hatho me dede hath gori
Mang na mera hath mai na du tujhko khairat
Phir mat karn aisi bat yari tut jayegi
Are aa gaye hum dildar teri gali me teri gali me
Dibar yar nakhre chad hoja tayar gadi chut jayegi.