Saturday, 21 December 2019
Chehra Chhupa Liya Lyrics - Chakma (1984)
Movie/album: Chakma (1984)
Singers: Chandrani Mukherjee, Shailendra Singh, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit), Udit Narayan
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Director: N.N. Shukla
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Sarika, Shreeram Lagoo, Jeevan, Aruna Irani, Prem Chopra
Chehra Chhupa Liya Song Lyrics
Chakma chakma
Chakma chakma chakma
Chakma chakma
Chakma chakma chakma
Chehra chhupa liya
Chehre pe ek naya
Chehra laga liya,
De gaya chakma chakma
Chehra chhupa liya
Chehre pe ek naya
Chehra laga liya,
De gaya chakma chakma
Mana nazar anjan hai
Dil to magar pahchan hai
Smjhe hume nadan jo
Vo kudh bada nadan hai
Arey, smjhe hume nadan jo
Vo kudh bada nadan hai
Usne humko diya humne usko diya
Chakma, chakma chakma
Chehra chhupa liya
Chehre pe ek naya
Chehra laga liya,
De gaya chakma chakma
Sathi mujhe tu tham le
Chup se koi paigam le
Aanko se dil ki bat kar
Inse juba ka kam le
Aanko se dil ki bat kar
Inse juba ka kam le
Tu ho jayega ho jayega
Chakma, chakma, chamka
Chehra chhupa liya
Chehre pe ek naya
Chehra laga liya, de gaya
Chakma chakma
Koi kisi se kam nahi,
Sathi magar koi gum nahi
Ho jayega bas faisla ya
Vo nahi ya hum nahi
Arey, ho jayega bas faisla
Ya vo nahi ya hum nahi
Dekha jayega kon kisko dega
Chakma, chakma, chakma
Chehra chhupa liya
Chehre pe ek naya
Chehra laga liya, de
Gaya chakma chakma
Chehra chhupa liya
Chehre pe ek naya
Chehra laga liya, de
Gaya chakma chakma
Chakma, chakma.
Kya Hua Kya Khabar Lyrics - Chakma (1984)
Movie/album: Chakma (1984)
Singers: Bappi Lahiri
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Director: N.N. Shukla
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Sarika, Shreeram Lagoo, Jeevan, Aruna Irani, Prem Chopra
Kya Hua Kya Khabar Song Lyrics
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Tera ruth jana aur mera
Manana dono ka jabab nahi
Mera pyar toba tera gusa
Toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Todi si bat mein tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati
Todi si bat mein tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati hai
Teri adao ne teri jafao ne
Mujko ko bana diya hai diwana
Tera ruth jana or mera
Manana dono ka jawab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke zara dil dil se
Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke zara dil dil se
Mosam mastana hai
Pyar ka zamana hai
Aise mein phir kahi tu na ruth jana
Tera ruth jana aur mera
Manana dono ka jawab nahi
Mera pyar toba tera gusa
Toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata.
Tumne Bhi Pee Li Lyrics - Chakma (1984)
Movie/album: Chakma (1984)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Director: N.N. Shukla
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Sarika, Shreeram Lagoo, Jeevan, Aruna Irani, Prem Chopra
Tumne Bhi Pee Li Song Lyrics
Tumne bhi pee li mujhe bhi pila di
Mujhe bhi pila di acha kiya
Shrmo haya ki chilman utha di
Chilman utha di acha kiya
Tumne bhi pee li mujhe bhi pila di
Masti me aake gam jum jate
Do guth pee ke hum jum jate
Masti me aake gam jum jate
Do guth pee ke hum jum jate
Tumne to botal muh se laga di
Shrmo haya ki cjilman utha di acha kiya
Tumne bhi pee li mujhe bhi pila di
Mujhe bhi pila di acha kiya
Dil ko dhadkane do ab kuch na socho
Sola badkane do ab kuch na socho
Dil ki lagi to tume hawa di
Sharmo haya ki chilman utha di
Acha kiya, tumne bhi pee li muje bhi pila di
Mujhe bhi pila di acha kiya
Jane kaha hai jane kidar hai
Hum apni halat se bekhbar hai
Jane kaha hai jane kidar hai
Hum apni halat se bekhbar hai
Dil ne akal ki chabi daba di
Shrmo haya ki chilman utha di acha kiya
Tumne bhi pee li muje bhi pila di
Muje bhi pila di acha kiya
Shrmo haya ki chilman utha di
Chilman uttha di acha kiya
Acha kiya, acha kiya.
Yaron Ki Mehfil Lyrics - Chakma (1984)
Movie/album: Chakma (1984)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Director: N.N. Shukla
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Sarika, Shreeram Lagoo, Jeevan, Aruna Irani, Prem Chopra
Yaron Ki Mehfil Song Lyrics
La la lala la la lala
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Turu ru ru turu rubba
Ho abhi aaye abhi chal bhi diye
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Turu ru ru turu rubba
Ho abhi aaye abhi chal bhi diye
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Jana chale jana todi der bad
Abhi jaoge to aaugi main yaad
Jana chale jana todi der bad
Abhi jaoge to aaugi main yaad
Phir kya kroge aahe bharoge
Phir nahi aayegi ye sham baharo ki
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Turu ru ru turu rubba
Ho abhi aaye abhi chal bhi diye
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Mana hum dono hai anjan
Aao ker le jan pahchan
Mana hum dono hai anjan
Aao ker le jan pahchan
Maine kar dali aapke
Hawale lakho ka dil
Ye jaan hazaro ki
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Turu ru ru turu rubba
Ho abhi aaye abhi chal bhi diye
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
La la lala la la lala
Milne ka bahana ban gaya
Kubh aao ban jaye hum mahbub
Milne ka bahana ban gaya
Kubh aao ban jaye hum mahbub
Varna pchhtaoge chain nahi paoge
Luth ke yu neend hum pyar ke maro ki
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Turu ru ru ruba, turu ru ru ruba
Ho abhi aaye abhi chal bhi diye
Yaro ki mehfil mein aise nahi aate
Yaro ki mehfil se aise nahi jate
Turu ru ru ruba, turu ru ru ruba.
Chakma (1984) Songs Lyrics
Chakma (1984) Songs Lyrics
Starring: Shashi Kapoor, Vinod Mehra, Sulakshana Pandit, Sarika, Shreeram Lagoo, Jeevan, Aruna Irani, Prem Chopra
Director: N.N. Shukla
Producer(s): N.N. Shukla
Music Director(s): Bappi Lahiri
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Bappi Lahiri
Chakma (1984) Songs Lyrics
Yaron Ki Mehfil
by Asha Bhosle
Tumne Bhi Pee Li
by Asha Bhosle
Kya Hua Kya Khabar
by Bappi Lahiri
Chehra Chhupa Liya
by Chandrani Mukherjee, Shailendra
Singh, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit), Udit Narayan
Thursday, 16 May 2019
Neele Ambar Ke Do Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Neele Ambar Ke Do Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Movie/album: Asha Jyoti (1984)
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Dasari Narayana Rao
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Reena Roy, Rekha, Asrani, Madan Puri, Dina Pathak, Om Shivpuri
Release on: 16th April, 1984
Neele Ambar Ke Do Song Lyrics
Neele ambar ke do naina
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na
Ek din hai to ek raina
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Kise chahe kise na
Mandir mein do murat ho to
Koi pujari phool chadaye
Ek man mein do surat ho to
Koi kaise preet nibhaye
Ek sach hai to ek sapna
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na
Ek per rimgim barkha barse
Duje per bijali lahraye
Ek bagiya mein
Barkha bijali
Dono hai ek sang samaye
Dono mane use apna
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na
Kabhi kabhi kismat anjane
Aise do rahe per laye
Pyar jaha ban jaye uljan
Pagal man kuch samjh na paye
Chale man per koi bas naam
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na
Ek din hai to ek raina
Kise chahe kise na
Neele ambar ke do naina
Do naina kise chahe kise na.
Teri Payal Ki Jhankar Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Teri Payal Ki Jhankar Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Movie/album: Asha Jyoti (1984)
Singers: Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Dasari Narayana Rao
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Reena Roy, Rekha, Asrani, Madan Puri, Dina Pathak, Om Shivpuri
Release on: 16th April, 1984
Teri Payal Ki Jhankar Song Lyrics
Teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Teri payal ki jhankar
Jhum chan jhun cham
Cham chanan chanan
Gunguru chamke jab cham cham
Meri sans sans gaye sargam
Jane man mein choth madam madam
Koi aur nahi, koi aur nahi nahi
Hai preet meri mera preetam
Jhum chan jhun cham
Cham chanan chanan
Jab se dekha tera rup hasin
Kuch tere siva ab yaad nahi
O kuch tere siva ab yaad nahi
Teri nazar gayi aise dil chhu
Main dekhu jidar bas tu hi tu
O main dekhu jidar bas tu hi tu
Mud ke dekha meri aur
O mudh ke dekha meri aur
Utha man se aisa shor
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar
Ek chor chor mere man ka chor
Dekhe aise aise dekhe meri or
Uthe man mein shor
Uthe man mein shor jane kaisa shor
Jane ang ang jane kya tarang
Uthe kya umang main to udhiti jau
Mai to udhiti jau phir pawan sang
Badal ke pas kya yahi hai pyar
Tu chale to dharti gagan chale
Tere sath ye sara chaman chale
O tere sath ye sara chaman chale
Tu jhum ke le jab angdayi
Gaati hai tarane tanhayi
O gaati hai tarane tanhayi
Tera dhup chaav sa rup
Tera dhup chaav sa rup
Ghata se jaise chhanti dhup
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar.
Aaye Milan Ki Woh Pehli Raat Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Aaye Milan Ki Woh Pehli Raat Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Movie/album: Asha Jyoti (1984)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Dasari Narayana Rao
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Reena Roy, Rekha, Asrani, Madan Puri, Dina Pathak, Om Shivpuri
Release on: 16th April, 1984
Aaye Milan Ki Woh Pehli Raat Song Lyric
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana
Kya kya hui re piya ke sang baat
Kya kya hui re piya ke sang baat
Savere hume batlana
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana
Ho o kitne savan pyase tarse
Tabhi suhagan raat aati hai
Aati hai to pyar se man ka
Kora aanchal bhar jati hai
Kora aanchal bhar jati hai
Pyase man pe huyi kya barsat
Savere hume batlana
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana
Tan se tan ka milan nahi ye
Tan se tan ka milan nahi ye
Ye hai do sanso ka sangam
Apne hi aap ko bas mein rakhna
Dil ki dhadkan jaye na tham
Kaisi hoti ha,i kaisi hoti hai
Pahli mulakat, savere hume batlana
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana
Khuskismat vo dulhan jiske
Jeevan mein aisa pal aaye
Khuskismat vo dulhan jiske
Jeevan mein aisa pal aaye
Aayi raat piya milan ki
Pyas adhuri hi rah jaye
Kaise raina bitayi pee ke sath
Savere hume batlana
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana
Kya kya hui re piya ke sang baat
Kya kya hui re piya ke sang baat
Savere hume batlana
Aayi pehli milan ki vo raat
Sajan se na sharmana.
Yaar Mera Chikna Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Yaar Mera Chikna Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Movie/album: Asha Jyoti (1984)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Dasari Narayana Rao
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Reena Roy, Rekha, Asrani, Madan Puri, Dina Pathak, Om Shivpuri
Release on: 16th April, 1984
Yaar Mera Chikna Song Lyrics
Kukdu ku
Roz sabere awaz lagati
Kukdu ku
Dil ka soya pyar jagati
Kukdu ku
Mujhe tadpaye kitna chikna
Hey kitna chikna
Chikna yaar mera chikna
Kitna chikna kitna
Pyar karu main jitna
Pyar karu main jitna
Vo ga uthaye utna
Hey kitna chikna chikna
Yaar mera chikna chikna chikna
Pyar karu main jitna
Vo ga uthaye utna chikna
Aankh milau to aankh churaye
Haye haye aankh milau
To aankh churaye
Pass bhulau to pass na aaye
Chhedu kabhi to ruth jaye
Rute to bairi mane na manaye
Rahe pare pare vo
Jane kahe dare vo
Hath nahi aaye aaye
Gaye jhume kitna
Hey kitna chikna
Chikna yar mera chikna
Pyar karu main jitna
Vo ga uthaye utna kitna
Kaise deewane se aa takrayi
Haye haye kaise
Deewane se aa takrayi
Sare jamane se le li burari
Preet mujhe meri ras nahi aayi
Man gayi main ram duhayi
Dard nahi jane vo baat nahi mane vo
Maine nahi jana kahe prem kathin itna
Hey kitna chikna chikna yar mera
Chikna, chikna chikna
Pyar karu main jitna
Pyar karu main jitna
Vo ga uthaye utna chikna
Chikna, chikna chikna
Pyar karu main jitna
Vo ga uthaye vo ga
Uthaye vo ga uthaye
Uthaye chikna.
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi Lyrics - Asha Jyoti (1984)
Movie/album: Asha Jyoti (1984)
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Dasari Narayana Rao
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Reena Roy, Rekha, Asrani, Madan Puri, Dina Pathak, Om Shivpuri
Release on: 16th April, 1984
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi Song Lyrics
O mehboob se mehbooba mil gayi
Ae mehboob se mehbooba mil gayi
Bahke kadam dil mein
Jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi vahi baat ho gayi
Mehboob se mehbooba mil gayi
Bahke kadam dil mein
Jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Sath milke jab hum jo chalne lage
Kaise kaise mausam badalne lage
Seene mein lagi aag jalne lagi
Mai to samaa dil ki pigalne lagi
Zulf yun udi ghata chha gayi
Pyase man pe barsat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
O mehboob se mehbooba mil gayi
Bahke kadam dil mein
Jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Basuri hawa bajane lagi
Koi ansuni dhun sunane lagi
Sanso me jagi jankar kya
Jane kaisi madhosi chhane lagi
Kya hua kya pata kya hua
Pyasi lagan sahil se mil gayi
Bahke kadam dil mein
Jagi halchal kya nayi
Aaj khul ke mulakat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Pyar me do ghul aise mile
Aise mile sab se juda ho gaye
Khawabo mein tere kahi kho gayi
Aankhe jagi jagi thi main kho gayi
Vakt ko jaise par lag gaye
Kab dhala din kab raat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
O mahboob se mahbooba mil gayi
Bahke kadam dil mein
Jagi halchal kya nayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi
Jiska dar tha vahi baat ho gayi
Ha vahi ha vahi baat ho gayi.
Asha Jyoti (1984)
Asha Jyoti (1984) Songs Lyrics
Starring: Rajesh Khanna, Reena Roy, Rekha, Asrani, Madan Puri, Dina Pathak, Om Shivpuri
Director: Dasari Narayana Rao
Producer(s): Kovai Chezhiyan
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release on: 16th April, 1984
Asha Jyoti (1984) Songs Lyrics
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi
by Asha Bhosle, Kishore Kumar
Yaar Mera Chikna
by Asha Bhosle
Aaye Milan Ki Woh Pehli Raat
by Asha Bhosle
Teri Payal Ki Jhankar
by Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Neele Ambar Ke Do
by Kishore Kumar
Wednesday, 6 March 2019
Andar Bahar Bahar Andar (Title) Lyrics - Andar Baahar (1984)
Movie/album: Andar Baahar (1984)
Singers: Suresh Wadkar
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta), Rahul Dev Burman
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Raj N. Sippy
Music Label: CBS Music
Starring: Anil Kapoor, Jackie Shroff,Danny Denzongpa,Moon Moon Sen
Release on: 7th September, 1984
Andar Bahar Bahar Andar (Title) Song Lyrics
Andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe
Andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe
Apani aankhon mein rehate hai
Hardam jawaan jawaan jalawe
Andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe
Ik toh hansi chehara usape yeh
Kaafir adaayein tauba tauba
Bin puchhe dil mein utar
Jaanewaali nigaahein tauba tauba
Jalawe jo hai tujhame sanam
Aise hansi kahaan jalawe
Andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe
Sine se lag ja zara aur bhi
Mere dilbar aaye maja
Din hai mohabbat ke chadhati
Jawaani ka yaaron chhaaya nasha
Hone lage hum pe ajeeb
Khud hi meherbaan
Jalawe andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe
Main teri aankhon se pi ke
Behakane laga hoon
Jaano jigaraise mein abb aur na jaane
Kya gul khilenge kisako khabar
Aa loot le masti mein
Hum milake meri jaan
Jalawe andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe
Apani aankhon mein rehate ha
Hardam jawaan jawaan jalawe
Andar baahar baahar andar
Hum hai jahaan waha jalawe.
Kaise Kaise Hain Mere Meherban Lyrics - Andar Baahar (1984)
Movie/album: Andar Baahar (1984)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Raj N. Sippy
Music Label: CBS Music
Starring: Anil Kapoor, Jackie Shroff,Danny Denzongpa,Moon Moon Sen
Release on: 7th September, 1984
Kaise Kaise Hain Mere Meherban Song Lyrics
Hmm kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhon se kare haal e dil bayaan
Hmm kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhon se kare haal e dil bayaan
Yun na mujhe dekho sanam
Tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhone se kare haal e dil bayaan
Yun na mujhe dekho sanam
Tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhone se kare haal e dil bayaan
Kaash na hoti itani hansi main
Aur na hoti jawaan yeh toh na hota
Are yeh toh na hota
Har koyi hai aashiq mera
Bachake jaau kahaan abb kya hoga
Hoy abb kya hoga
Kaise kaise hai mere
Meherbaan aankhone se
Kare haal e dil bayaan
Yun na mujhe dekho sanam,
Tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan,
Lalalalalalalala
Kisake gale ka haar banegi baahein
Meri haseenmain kya jaanu,
Haay main kya jaanu
Kisako mera dil pyaar karega hoga
Woh bhi kahin mera jaanu, re mera jaanu
Kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhone se kare haal e dil bayaan
Kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhone se kare haal e dil bayaan
Yun na mujhe dekho sanam,
Tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan
Aa ha ha ha ha ha ha ha ha.
Mausam Bada Suhana Lyrics - Andar Baahar (1984)
Movie/album: Andar Baahar (1984)
Singers: Asha Bhosle, Shailendra Singh
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Raj N. Sippy
Music Label: CBS
MusicStarring: Anil Kapoor, Jackie Shroff,Danny Denzongpa,Moon Moon Sen
Release on: 7th September, 1984
Mausam Bada Suhana Song Lyrics
Mausam bada suhaana hai
Achchha ji o isaka ik afsaana hai,
Achchha ji, la ra la la
La ra la la….la la la la
Mausam bada suhaana hai, achchha ji
Haan haano isaka
Ik afsaana hai, achchha ji
Ha pata hai tumako iss mausam ko
Pyaar ka mausam ko kehate hai
Iss mausam mein pryaar bhare
Dil pagale milate rehate hai
O o mujhe nahi pata
Main toh yahaan pardesi hoon
Des pardes, pyaar mein
Kaisa des pardes
Des mein ho ya pardes mein ho
Par pyaar ka dhang toh ek sa hai
Des mein ho ya pardes mein ho
Par pyaar ka dhang toh ek sa hai
Alag alag hai tasweere
Par pyaar ka rang toh ek sa hai
I am very very sorry, i am color blind
Kya are pagali samajhi nahi,
Meri nazar jara kamjor hai, oh
Mausam bada suhaana hai, achchha ji
Samajhe o isaka
Ik afsaana hai, achchha ji
Are baaba sun liya sun liya
Nazar se hi kamjor nahi ho
Dil se bhi kamjor ho tum
Nazar se hi kamjor nahi ho
Dil se bhi kamjor ho tum
Phir bhi tumse keh deti hoon
Suno mere chit chor ho tum
Chor oy main chor nahi hoon
Main pulice afsar hoon
Mausam bada suhaana hai,
Hmm achchha ji, abb toh sanajho
Isaka ik afsaana hai, are baaba
Kitani baar kahogi haan
Abb tum jara sambhal ke rehana
Aur dekhana jor mera
Abb tum jara sambhal ke rehana
Aur dekhana jor mera
Mujhe khabar hai laakhon mein
Bas ek hi hai chitchor mera
Mausam bada suhaana hai, haan achchha ji
Haan isaka ik afsaana hai, oh ho achchha ji
Mausam bada suhaana hai, achchha ji
Are isaka ik afsaana hai, achchha ji
Are mausam bada suhaana hai
Achchha ji la la la la….
Meri Ankhon Main Zara Lyrics - Andar Baahar (1984)
Movie/album: Andar Baahar (1984)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Raj N. Sippy
Music Label: CBS Music
Starring: Anil Kapoor, Jackie Shroff,Danny Denzongpa,Moon Moon Sen
Release on: 7th September, 1984
Meri Ankhon Main Zara Song Lyrics
Ho meri aankhon mein zara jhaanko toh
Kya kehati hai jaan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko toh
Kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo ha aa
O meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo ha aa
O meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Aaj toh zindagi ka faisala hai
Kitana kareeb abb yeh faasala hai
Aaj toh zindagi ka faisala hai
Kitana kareeb abb yeh faasala hai
Raaj aankhon ke rahe aankhon mein,
Ik ishaara hai maan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko toh
Kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo aa aa
Saat mein jo milega yahaan
Khilata shabaab yeh paaoge kahaan
Saatmein jo milega yahaan
Khilata shabaab yeh paaoge kahaan
Jo bhi hona hai woh toh hoga hi
Jaan dene ki thaan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Ho meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
Kaun apana hai kaun begaana
Bhari mehfil mein pehchaan lo aa aa
Aa….meri aankhon mein zara jhaanko
Toh kya kehati hai jaan lo
La la la la la la la la….ha aa
Oo la la oo la la…….ha aa
Oo la la oo la la…….ha aa.
Andar Baahar (1984)
Andar Baahar (1984) Songs Lyrics
Starring: Anil Kapoor, Jackie Shroff,Danny Denzongpa,Moon Moon Sen
Director: Raj N. Sippy
Producer(s): Romu N. Sippy
Music Director(s): Rahul Dev Burman
Lyricist(s): Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta), Rahul Dev Burman
Composer(s): Rahul Dev Burman
Release on: 7th September, 1984
Andar Baahar (1984) Songs Lyrics
Meri Ankhon Main Zara
by Asha Bhosle
Mausam Bada Suhana
by Asha Bhosle, Shailendra Singh
Kaise Kaise Hain Mere Meherban
by Asha Bhosle
Humko to Yaari Se Matlab Hai
by Shailendra Singh, Suresh Wadkar
Andar Bahar Bahar Andar (Title)
by Suresh Wadkar
Sunday, 3 March 2019
Hum Kya Hai Lyrics - Anand Aur Anand (1984)
Movie/album: Anand Aur Anand (1984)
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Dev Anand
Music Label: CBS Music
Starring: Dev Anand, Sunil Anand, Raj Babbar, Rakhee, Smita Patil, Natasha Sinha, Rakesh Bedi, Biswajeet, Birbal, Sudhir
Hum Kya Hai Song Lyrics
Hum kya hai ye tumne jan liya
Tum kya ho ye humne jan liya
Hum kya hai ye tumne jan liya
Tum kya ho ye humne jan liya
Jaise bichhadi to ruho ne
Ek duje ko pehchan liya
Hum kya hai ye tumne jan liya
Tum kya ho ye humne jan liya
Do saanson ki mit gayi doori
Bhujh gayi man ki pyas adhuri
Do saanson ki mit gayi doori
Bhujh gayi man ki pyas adhuri
Do dosto ki mit gayi doori
Bhujh gayi man ki pyas adhuri
Takdir ne do deewano par
Itna bada ehsan kiya
Hum kya hai ye tumne jan liya
Tum kya ho ye humne jan liya
Yu hi gale se tumko laga ke
Jeena hai sari duniya bhula ke
Yu hi gale se tumko laga ke
Jeena hai sari duniya bhula ke
Yu hi gale se tumko laga ke
Jeena hai sari duniya bhula ke
Yu hi gale se tumko laga ke
Jeena hai sari duniya bhula ke
Ab andhi chale tufan uthe
Jo than liya so than liya
Hum kya hai ye tumne jan liya
Tum kya ho ye humne jan liya.
Mein Awara Hi Sahi Lyrics - Anand Aur Anand (1984)
Movie/album: Anand Aur Anand (1984)
Singers: Abhijeet Bhattacharya
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Dev Anand
Music Label: CBS Music
Starring: Dev Anand, Sunil Anand, Raj Babbar, Rakhee, Smita Patil, Natasha Sinha, Rakesh Bedi, Biswajeet, Birbal, Sudhir
Mein Awara Hi Sahi Song Lyrics
Mein awara hi sahi
Dil mere dil jaisa
Dekha na hoga kahi
Mein awara hi sahi
Dil mere dil jaisa
Dekha na hoga kahi
Mein awara hi sahi
Dil mera jane tere bahane
Jhuthi teri berukhi
Dil mera jane tere bahane
Jhuthi teri berukhi
Ho dil ki sachayi
Gayi na chhupayi
Hotho pe aayi hasi
Ho gussa hai
Chahat ka pehala kadam
Tum jane kya jano
Kya hai ye deewanagi
Mein awara hi sahi
Duniya mein
Dekhe husn to hazaro
Koi tere jaise kaha
Duniya mein
Dekhe husn to hazaro
Koi tere jaise kaha
Sadiyo mein aaye
Ek bar koi mahbub aisa
Yaha o dhari pe
Utari hai koi pari
Tum jaisi pariyo pe
Marna hai aadat meri
Mein awara hi sahi
Dil mere dil jaisa
Dekha na hoga kahi
Mein awara hi sahi.
Mere Liye Soona Soona Lyrics - Anand Aur Anand (1984)
Movie/album: Anand Aur Anand (1984)
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Dev Anand
Music Label: CBS Music
Starring: Dev Anand, Sunil Anand, Raj Babbar, Rakhee, Smita Patil, Natasha Sinha, Rakesh Bedi, Biswajeet, Birbal, Sudhir
Mere Liye Soona Soona Song Lyrics
(No Ratings Yet)
Mere liye soona soona
Sara jahan soona soona
Mere liye soona soona
Sara jahan soona soona
Mera kahee koyi nahin
Jau toh jau kahan main
Kahan main kaha…
Mere liye soona soona
Sara jahan soona soona
Mera kahee koyi nahin
Jau toh jau kahan main
Kahan main kaha…
Chand jaye suraj
Aaye leke yeh savera
Chand jaye suraj
Aaye leke yeh savera
Hain meri jindgi
Me har pal andhera
Dekhu jahan chaya dhua
Jau toh jau kahan main
Kahan main kaha…
Mere liye soona soona
Sara jahan soona soona
Mera kahee koyi nahin
Jau toh jau kahan main
Kahan main kaha…
Khoke tujhko tanha
Maine kaise din bitaye
Khoke tujhko tanha
Maine kaise din bitaye
Jiske dil pe bite
Yeh wohi jan paye
Sou jahan, jagu jahan
Tujhe pukaru wahan main
Wahan main wahan
Mere liye soona soona
Mere liye soona soona
Sara jahan soona soona
Mere liye soona soona
Sara jahan soona soona
Mera kahee koyi nahin
Jau toh jau kahan main
Kahan main kaha.
Saturday, 2 March 2019
Nasha Hai Mujhe Lyrics - Anand Aur Anand (1984)
Movie/album: Anand Aur Anand (1984)
Singers: Abhijeet Bhattacharya, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Dev Anand
Music Label: CBS Music
Starring: Dev Anand, Sunil Anand, Raj Babbar, Rakhee, Smita Patil, Natasha Sinha, Rakesh Bedi, Biswajeet, Birbal, Sudhir
Nasha Hai Mujhe Song Lyrics
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe mein dil mera hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe mein dil main to hara
Nasha hai ho mujhe bhi
Tumhara, tumhara
Main jo kahi gir jau raho mein
Badh ke tujhe tham lu baho mein
Chhin le jo tujhse koi mujhko
Duniya mein jeene na doon usko
Tu yaado mein tu khwabo mein
Tu jaan se hai pyara
Nasha hai ho mujhe bhi
Tumhara, tumhara
Tu jo kabhi pas na ho mere
Ho lagta nahi dil bin tere
Hey hey tu jo mile sab kuch pa jau
Arey dil kya hai tujh mein sama jau
In baho ne in zulafo ne
In aankho ne mara
Nasha hai ho mujhe bhi
Tumhara, tumhara
Aaj chali itni tej hawa
Ye to kya dil mein jo shor utha
Ye tufan aur ho tej jara
Dil u mile mil ke na phir ho juda
Mar jaye to phir milane ko
Hum aaye dobara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe mein dil mera hara
Nasha hai ho mujhe bhi
Tumhara, tumhara.