lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label 1999. Show all posts

Thursday, 9 January 2020

Tere Badan Mein Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :



Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik, Ram Sampath

Music Director: Anu Malik, Ram Sampath

Genres: Romantic

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Tere Badan Mein Song Lyrics

Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarha
Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarha
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de

Tere badan mein
Dhadakne lagi hoon dil ki tarha
Tere badan mein
Dhadakne lagi hoon dil ki tarha
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de



Tera chehraa in
Aankhon ke paas rehta hai
Jab tu jaaye door
Tera ehsaas rehta hai
Tere siwa ab mujhe mere sanam
Kuch bhi dikhayi na de
Tere badan mein
Dhadakne lagi hoon dil ki tarah
Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarah
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de

Na jaane kyu tujhpe
Itna pyaar aata hai
Teri baahon mein aake
Har dard jaata hai
Dede mujhe koi sada rabba
Mere humko judaai na de
Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarha
Tere badan mein
Dhadkane lagi hoon dil ki tarha
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de.


Ik tere aane se pahle, ik tere jane ke baad Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :

Untitled Lyrics - Chehraa (1999)


Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Genres: Romantic

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Untitled Song Lyrics


Hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad
O..hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad..
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad

Hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad
Ho..hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad

Jab bhi aaye koi aahat yoon
Lage tum aa gaye
Kya bataun kaise tum yaadon pe
Meri chha gaye
O..main dilasa deke apne
Pyaar ko samjhaati hoon
Tum chale jaaoge aisa
Soch ke ghabraati hoon

Hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad..
Ho..hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad..
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad



Jaagti hoon le ke karavat
Ab to saari raat main
Sochti hoon har ghadi
Bas ab to teri baat main
Is hawa pe apne dil ka
Haal likh ke bhejta hoon
Kis tarah bechain hoke
Tera rastaa dekhta hoon

Aa..hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad..
Hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad..
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad

Hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad
Hadh se zyada aati hai
Mujhko meri jaan teri yaad..
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad
Ik tere aane se pehle
Ik tere jaane ke baad.


Chehra Apna Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :



Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Genres: Happy

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Chehra Apna Song Lyrics


Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Aur yeh bhi dekhte hain
Koi dekhta na ho
Aur yeh bhi dekhte hain
Koi dekhta na ho

Apni dua mein sirf mujhko
Maangte hain woh..woh..
Apni dua mein sirf mujhko
Maangte hain woh..woh..
Aur yeh bhi maangte hain
Koi maangta na ho
Aur yeh bhi maangte hain
Koi maangta na ho



Gore badan se unka
Aanchal zara sa dhalka
Jaaga mere seene mein
Koi dard halka halka
Mujhko pataa hai mujhse
Woh pyaar kar rahe hain
Phir bhi na jaane kyun
Kehne se dar rahe hain
Har lamha mere baare
Mein sochate hain woh..woh..
Har lamha mere baare
Mein sochate hain woh..woh..
Aur yeh bhi sochate
Hain koi sochta na ho
Aur yeh bhi sochate
Hain koi sochta na ho



Khamosh hai zubaan
Lekin aankhein bolti hain
Dhadkan mein jo hai
Chhupa woh raaz kholti hain
Unki isi adaa ne deewana
Mujhe kar diya hai
Saare jahan se begana
Dekho kar diya hai
Bas mujhko dil-o-jaan se
Ab chahate hain woh..woh..
Bas mujhko dil-o-jaan se
Ab chahate hain woh..woh..
Aur yeh bhi chahate
Hain koi chahata na ho
Aur yeh bhi chahate
Hain koi chahata na ho

Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Aur yeh bhi dekhte hain
Koi dekhta na ho
Aur yeh bhi maangte hain
Koi maangta na ho.


Ek Tu Aisi Ladki Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :



Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Genres: Happy

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Ek Tu Aisi Ladki Song Lyrics

Ek toh aisi ladki ho,
Jo mere naam se sajti ho
Shyam savere aankh bichhaye,
Mera rasta takti ho
O rey o, o rey o
Mm mm mm….aah aah aah..

Ek toh aisa ladka ho,
Jo mere naam se sajta ho
Shyam savere aankh bichhaye,
Mera rasta takta ho
O rey o, o rey o
Mm mm mm….aah aah aah…



Dil mein nayi dhadkan liye
Aaye mere samane
Baheke huye jasbat ko
Aagosh mein thamne
Sach mera sapna ho,
Aisa koyi apna ho
Chahe mujhe jo rat din ho
Ek toh aisi ladki ho,
Jo mere naam se sajti ho
Shyam savere aankh bichhaye,
Mera rasta takti ho
O rey o, o rey o mm mm mm….
Aah aah aah……….

Bhulu naa main sari umar,
Itna mujhe pyar dey
Ho tanha mere armano
Ko chahat kaa sansar dey
Uspe main marta hu,
Ishk ussi se karta hu
Kaise rahu main uske bin ho
Ek toh aisa ladki ho,
Jo mere naam se sajta ho
Shyam savere aankh bichhaye,
Mera rasta takta ho
O rey o, o rey o mm mm mm….
Aah aah aah……….
Ek toh aisi ladki ho,
Jo mere naam se sajti ho
Shyam savere aankh bichhaye,
Mera rasta takti ho
O rey o, o rey o mm mm mm….
Aah aah aah……….


Sach Much Mein To Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :



Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Genres: Romantic

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Sach Much Mein To Song Lyrics


Sach much main to deewana ho gaya
Jaane kahan yeh dil kho gaya
Sach much main to deewana ho gaya
Jaane kahan yeh dil kho gaya
Aankhon aankhon ek hi chehraa
Dhadkan dhadkan ek hi naam
Tere siva ab is duniya mein
Aur nahin koi mujhko kaam

Sach much main to deewani ho gayi
Apni shuru kahaani ho gayi
Sach much main to deewani ho gayi
Apni shuru kahaani ho gayi
Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa
Dhadkan dhadkan ek hi naam
Tere siva ab is duniya mein
Aur nahin koi mujhko kaam
Sach much main to deewana ho gaya



Aur kisi pe nazar na thehri
Dekha hai tujhko jab se
Haan teri mohabbat mil gayi mujhko
Aur main kya mangoon rab se

Ho, bhool gaye hum dono jahan ko
Ishq mein aise choor hue
Kho gaye hum to ab yaadon mein
Is duniya se door hue
Sach much main to deewana ho gaya
Jaane kahan yeh dil kho gaya

Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa
Dhadkan dhadkan ek hi naam
Tere siva ab is duniya mein
Aur nahin koi mujhko kaam
Sach much main to deewana ho gaya



Is dharti se, us ambar tak
Chehraa tera leheraaye
Shonkh bahaaron ka yeh mausam
Teri hi khushboo laaye

Hey, dil paagal hai, baat na maane
Kaise isko samjhaaoon
Kaisa mera haal hai yaara
Kaise tujhko batlaaoon

Sach much main to deewani ho gayi
Apni shuru kahaani ho gayi
Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa
Dhadkan dhadkan ek hi naam
Tere siva ab is duniya mein
Aur nahin koi mujhko kaam



Aankhon aankhon ek hi chehraa
Dhadkan dhadkan ek hi naam
Tere siva ab is duniya mein
Aur nahin koi mujhko kaam
Sach much main to deewani ho gayi
Sach much main to deewana ho gaya.


Abhi Dil Bhara Nahin Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :




Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Jaspinder Narula, Roop Kumar Rathod

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Genres: Dance

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Abhi Dil Bhara Nahin Song Lyrics


Usko jaane na do
Jaake usse kaho
Jaaye na yun ruth ko
Chain yun loot ke
Roko usko gher ke
Jaaye na woh munh pher ke
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin

Roko na tum mujhe
Hain kasam tujhe
Jaane do abhi
Aaungi phir kabhi
Samjoge na bebasi
Bologe tum toh yahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin



Baaton se deewana deewana karti hai
Aankhon se mastana mastana karti hai
Baaton se deewana deewana karti hai
Aankhon se mastana mastana karti hai
Jaagi hai soyi hain masti mein khoyi hai
Jaagi hai soyi hain masti mein khoyi hai
Dekho kya lagti hain dilruba dilruba

Usko jaane na do
Jaake usse kaho
Jaaye na ruth ke
Chain yun loot ke
Roko usko gher ke
Jaaye na woh munh pher ke
Roko na tum mujhe
Hain kasam tujhe
Jaane do abhi
Aaungi phir kabhi
Samjoge na bebasi
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin
Abhi dil bhara nahin.


Chehraa (1999)

No comments :

Chehraa (1999) Songs Lyrics


Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar

Director: Gautam Adhikari

Producer(s): Markand Adhikari

Music Director(s): Anu Malik, Ram Sampath

Lyricist(s): Sameer

Composer(s): Anu Malik, Ram Sampath

Chehraa (1999) Songs Lyrics


Abhi Dil Bhara Nahin
by Jaspinder Narula, Roop Kumar Rathod

Sach Much Mein To
by Alka Yagnik, Kumar Sanu

Ek Tu Aisi Ladki
by Alka Yagnik, Kumar Sanu

Chehra Apna
by Alka Yagnik, Kumar Sanu

by Alka Yagnik, Kumar Sanu

Tere Badan Mein
by Alka Yagnik, Kumar Sanu


Monday, 5 November 2018

Jab Se Tumhein Mene Dekha Sanam Lyrics - Dahek: A Burning Passion (1999)

No comments :




Movie/album: Dahek: A Burning Passion (1999)

Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Song Lyricists: Shyam Raj

Music Composer: Aadesh Shrivastava

Music Director: Aadesh Shrivastava

Director: Lateef Binni

Music Label: Tips

Starring: Akshaye Khanna, Sonali Bendre, Danny Dengzongpa

Release on: 17th December, 1999


Jab Se Tumhein Mene Dekha Sanam Song Lyrics



Jab se tumhe maine dekha sanam
Jab se tumhe maine dekha sanam
Meree aankho me tum, meree nindo me tum
Mere khwabo me tum ho……….
Jab se tumhe maine dekha sanam
Jab se tumhe maine dekha sanam
Meree aankho me tum, meree nindo me tum
Mere khwabo me tum ho……….

Jab se tumhe maine jana sanam
Jab se tumhe maine jana sanam
Meree dhadkan me tum, meree sanso me tum
Meree yado me tum ho……….

Jab se tumhe maine dekha sanam

Mere khayalo me thee kab apsara ya paree
Mere khayalo me thee kab apsara ya paree
Chahat thee jiskee mujhe tum toh ho bilkul wahee

Jab se tumhe maine chaha sanam
Jab se tumhe maine chaha sanam
Mere gito me tum, meree bato me tum
Meree rato me tum ho…….

Jab se tumhe maine dekha sanam

Tum ho mohabbat meree tum meree divangee
Tum ho mohabbat meree tum meree divangee
Mere siwa abb tumhe koyee bhee dekhe nahee

Jab se tumhe maine socha sanam
Jab se tumhe maine socha sanam
Meree chaho me tum, meree raho me tum
Meree baho me tum ho……….

Jab se tumhe maine dekha sanam
Meree aankho me tum, meree nindo me tum
Mere khwabo me tum ho…


Sawan Barse Tarse Dil Lyrics - Dahek: A Burning Passion (1999)

No comments :




Movie/album: Dahek: A Burning Passion (1999)

Singers: Hariharan, Sadhana Sargam

Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: Aadesh Shrivastava

Music Director: Aadesh Shrivastava

Director: Lateef BinniMusic Label: Tips

Starring: Akshaye Khanna, Sonali Bendre, Danny Dengzongpa

Release on: 17th December, 1999


Sawan Barse Tarse Dil Song Lyrics


Sawan barse tarse
Dil kyon naa nikale ghar se dil
Barkha me bhee dil pyasa hai,
Yeh pyar nahee toh kya hai
Dekho kaise bekarar hain
Bhare bazaar mein
Yar yek yar key intzaar mein
Sawan barse tarse
Dil kyon naa nikale ghar se dil
Barkha me bhee dil pyasa hai,
Yeh pyar nahee toh kya hai
Dekho kaise bekarar hain
Bhare bazaar mein
Yar yek yar key intzaar mein

Ek mohabbat kaa divana
Dhundhata sa fire
Koi chahat kaa najarana
Dilruba key liye
Hoo ek mohabbat kaa
Divana dhundhata sa fire
Koi chahat kaa najarana
Dilruba key liye
Chhamachham chale
Pagal pawan aaye
Maja bheege balam
Bhige balam fisle kadam
Barakha bahar mein
Sawan barse tarse
Dil kyon naa nikale ghar se dil
Barkha me bhee dil pyasa hai,
Yeh pyar nahee toh kya hai
Dekho kaise bekarar hain
Bhare bazaar mein
Yar yek yar key intzaar me



Ek hasina idhar dekho
Kaisee bechain hai
Raste par lage kaise
Usake do nain hai
Hoo ek hasina idhar dekho
Kaisee bechain hai
Raste par lage kaise
Usake do nain hai
Sach puchhiye toh mere yar,
Dono key dil beikhtiyar
Beikhtiyar hain pahalee bar,
Pahalee bahar mein
Sawan barse tarse dil
Kyon naa nikale ghar se dil
Barkha me bhee dil pyasa hai,
Yeh pyar nahee toh kya hai
Dekho kaise bekarar hain
Bhare bazaar mein
Yar yek yar key intzaar mein
Sawan barse tarse
Dil kyon naa nikale ghar se dil
Barkha me bhee dil pyasa hai,
Yeh pyar nahee toh kya hai
Dekho kaise bekarar hain
Bhare bazaar mein
Yar yek yar key intzaar mei


Kahaa Kare Koi Churaa Liyaa Dil Ko Lyrics - Dahek: A Burning Passion (1999)

No comments :



Movie/album: Dahek: A Burning Passion (1999)

Singers: Sadhana Sargam, Udit Narayan

Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Director: Lateef Binni

Music Label: Tips

Starring: Akshaye Khanna, Sonali Bendre, Danny Dengzongpa

Release on: 17th December, 1999


Kahaa Kare Koi Churaa Liyaa Dil Ko Song Lyrics


Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Aarazu hai yahi ke nasibaa khule
Aap jaisaa hame phir mile naa mile
Phir mile naa mile
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko

Ik baat puchhu sach sach kahoge
Aankhe badal ke chal to na doge
Hoo ik baat puchhu sach sach kahoge
Aankhe badal ke chal to na doge
Bas isi khauf se dil hamaaraa jale
Aap jaisaa hame phir mile naa mile
Phir mile naa mile
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko



Ye jaan-o-dil sab rakh du lutaa ke
Ik baar dekho to aajamaa ke
Hoo ye jaan-o-dil sab rakh du lutaa ke
Ik baar dekho to aajamaa ke
Zindagi daal di hamane kadamo tale
Aap jaisaa hame phir mile naa mile
Phir mile naa mile
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Aarazu hai yahi ke nasibaa khule
Aap jaisaa hame phir mile naa mile
Phir mile naa mile
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko
Kahaa kare koi churaa liyaa dil ko
Main to kahun tumane bachaa liyaa dil ko.


Sunday, 4 November 2018

Aaluvaa Aalovaa Lyrics - Dahek: A Burning Passion (1999)

No comments :




Movie/album: Dahek: A Burning Passion (1999)

Singers: Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan, Vinod Rathod

Song Lyricists: Dev Kohli

Music Composer: Aadesh Shrivastava

Music Director: Aadesh Shrivastava

Director: Lateef BinniMusic Label: Tips

Starring: Akshaye Khanna, Sonali Bendre, Danny Dengzongpa

Release on: 17th December, 1999


Aaluvaa Aalovaa Song Lyrics


O ho o o ho o o
Aaluvaa aalovaa o ho ho ho
Ho aa o ho ho ho ho
Ho gori aajaa mere dil mein samaa jaa
Deewanaa teraa hoon main paagal banaa jaa
Ho gori aajaa mere dil mein samaa jaa
Deewanaa teraa hoon main paagal banaa jaa
O jaan-e-jaanaa zaraa
Mere paas aanaa
Are aa jaanaa u haa
Tu aajaa aajaa ru ba ru dilarubaa
Ho teri har adaa hai jaadu mahabubaa
Dilarubaa…
Mahabubaa…

Tod ke saare jag ke badhan
Tujhase naataa jod liyaa hai
Apanaa begaanaa saaraa zamaanaa
Pyaar ki khaatir chhod diyaa hai
Mai chham chham nachadi phiraa
Ho tere sadake main ishq karaa
Mai chham chham nachadi phiraa
Ho tere sadake main ishq karaa
Ho o ho ho ho ho
Aaluvaa aalovaa
Ho gori aajaa mere dil mein samaa jaa
Deewanaa teraa hoon main paagal banaa jaa
Ho gori aajaa mere dil mein samaa jaa
Deewanaa teraa hoon main paagal banaa jaa
O jaan-e-jaanaa zaraa
Mere paas aanaa
Are aa jaanaa u haa
Tu aajaa aajaa ru ba ru dilarubaa
Ho teri har adaa hai jaadu mahabubaa
Dilarubaa…
Mahabubaa…



Ho pyaar ke sajade main karataa hun
Tu isaki pujaa kar sajani
O tu punam kaa chaand hai
Meraa main tere sapano ki rajani
Mai chham chham nachadi phiraa
Tere sadake main ishq karaa
O mai chham chham nachadi phiraa
Tere sadake mai ishq karaa
Ho o ho ho ho ho
Aaluvaa aalovaa
Ho gori aajaa mere dil mein samaa jaa
Deewanaa teraa hoon main paagal banaa jaa
Ho gori aajaa mere dil mein samaa jaa
Deewanaa teraa hoon main paagal banaa jaa
O jaan-e-jaanaa zaraa
Mere paas aanaa
Are aa jaanaa u haa
Tu aajaa aajaa ru ba ru dilarubaa
Ho teri har adaa hai jaadu mahabubaa
Dilarubaa…
Mahabubaa…


Tujhe Dekhte Hi Ye Dil Kho Gaya Lyrics - Dahek: A Burning Passion (1999)

No comments :




Movie/album: Dahek: A Burning Passion (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Dev Kohli

Music Composer: Aadesh Shrivastava

Music Director: Aadesh Shrivastava

Director: Lateef Binni

Music Label: Tips

Starring: Akshaye Khanna, Sonali Bendre, Danny Dengzongpa

Release on: 17th December, 1999


Tujhe Dekhte Hi Ye Dil Kho Gaya Song Lyrics


Ha tujhe dekhte hi
Ye dil kho gaya hai
Teri sadgi pe fida ho gaya hai
Nazar jab tak rayi
Mohabbat rang layi
Main thoda ghabraya
Tu thodi sharmayi

Ha tujhe dekhte hi
Ye dil kho gaya hai
Teri sadgi pe fida ho gaya hai
Nazar jab tak rayi
Mohabbat rang layi
Tu thoda ghabraya
Main thodi sharmayi



Mithe mithe pyar ke
Main sapne sajauga
Mithe mithe pyar ke
Main sapne sajauga
Dil mein chhupake tujhe
Door le jaunga
Banke main saya tere
Pichhe pichhe aaungi
Banke main saya tere
Pichhe pichhe aaungi
Pyar ki kahaniya
Main tujhko sunaungi
Khuli ye zulf meri
Hava mein lahrayi
Deewana kar degi ye
Teri angdayi
Haye haye haye haye
Ha tujhe dekhte hi
Ye dil kho gaya hai
Teri sadgi pe fida ho gaya hai
Nazar jab tak rayi
Mohabbat rang layi
Tu thoda ghabraya
Mai thodi sharmayi



Pahla pahla pyar tera
Kaise mai chhupaungi
Pahla pahla pyar tera
Kaise main chhupaungi
Mujhko ko satayega to
Haye mar jaungi
Khuli khuli aankhiyo mein
Tujhko basaunga
Khuli khuli aankhiyo mein
Tujhko basaunga
Dil ko churaya teri
Ninde bhi churaunga
Baharo ki masti
Tu apne sang layi
Pyar ka mausam hai
Baji hai shahnayi
Ha tujhe dekhte hi
Ye dil kho gaya hai
Teri sadgi pe fida ho gaya hai
Nazar jab tak rayi
Mohabbat rang layi
Tu thoda ghabraya
Main thodi sharmayi.


Lucky Kabootar Lyrics - Daag: The Fire (1999)

No comments :




Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Sukhwinder Singh

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar

Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Lucky Kabootar Song Lyrics

Lak teraa
Oye hoe ni lak teraa patalaa jehaa
Baliye ni lak teraa patalaa jehaa
B for bhagadaa d for dance
Nach le ho tap le ho miss not chance
B for bhagadaa d for dance
Nach le ho tap le ho miss not chance

O nile naino vaalaa teraa lucky kabutar
O pie ishq daa pyaalaa
Hoe hoe hoe
Teraa lucky kabutar
Naa naa karake chaubaare se
Kuchh bol gai vo ishaare se
Kudi maar gai lashkaare se
Dil le gai lut kuvaare se
Chori chori chupake chupake
Kaisaa jaadu daalaa
Ho teraa lucky kabutar
Aay haay teraa lucky kabutar
O nile naino vaalaa teraa lucky kabutar



Meri khul gai patak dini akh ji gali de
Vichcho kaun lageyaa
Kidde ohoi naa hove o jidaa shak ji gali de
Vichcho kaun lageyaa
Odi addi vajje sine thak thak ni gali de
Vichcho kaun lageyaa
Lak teraa

Diwaanaa ban ke kaan me kaise jhume hai
Kitanaa hai lakki jhumakaa gaal ko chume hai
Saadde dil te pher gai pher gai
Dil te pher gai aari o kudi kuvaari
Ki lak teraa haay lak teraa
O nile naino vaalaa teraa lucky kabutar

Oye dil le ke kise daa
Sun mitaraa naa dil phir modidaa
Dil le ke kise daa
Sun mitaraa naa dil phir modidaa
Dil hudaa hai sajan
Kach varagaa enu naa kade todi daa ho
Ho dil le ke kise daa
Sun mitaraa naa dil phir modidaa
Tere paav me chhanake
Chham chham jhaajhar chaandi di
Oye hoe kar naagin vi hai
Aashiq teri paraadi di
Teri mishri ke jaisi ke jaisi mishri ke
Jaisi boli ke o hamajoli
Ke lak teraa lak teraa



O nile naino vaalaa teraa lucky kabutar
O pie ishq daa pyaalaa
Hoe hoe hoe
Teraa lucky kabutar
Naa naa karake chaubaare se
Kuchh bol gai vo ishaare se
Kudi maar gai lashkaare se
Dil le gai lut kuvaare se
Chori chori chupake chupake
Kaisaa jaadu daalaa
Ho teraa lucky kabutar
Ho teraa lucky kabutar
O nile naino vaalaa
Teraa lucky kabutar
Lak teraa
O nile naino vaalaa teraa lucky kabutar
O pie ishq daa pyaalaa hoe hoe hoe
Teraa lucky kabutar


Dil Deewana Lyrics - Daag: The Fire (1999)

No comments :



Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Anuradha Paudwal

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan
Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar

Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Dil Deewana Song Lyrics


Dil deewana ho……….
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Inn lamho mein dard hai
Iss mausam mein pyas hai
Pehle pehle pyar kaa
Yeh kaisa ehsas hai ho
Inn lamho mein dard hai
Iss mausam mein pyas hai
Pehle pehle pyar kaa
Yeh kaisa ehsas hai ho
Har pal maja aane laga
Yeh kya nasha chhane laga
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya



Nayee bekhudee hai, nayee aag hai
Labo peh labo kaa hasin dag hai
Meree jan kaise niklane lagee
Teree ik chhuan se pighalane lagee ho
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan

Inn aankho ko dekh key inn hontho ko chum key
Jina hai abb sathiya pyar se yu hee jhum key ho
Inn aankho ko dekh key inn hontho ko chum key
Jina hai abb sathiya pyar se yu hee jhum key ho
Yeh fasala kyon hai sanam aa tod den saree kasam
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan



Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Bikharu aise aaj main inn baho se chhut key
Hay jaise farsh peh shisha bikhare tut key
Tauba meree kya kar gai
Aaye khyal han main mar gai ho
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Nayee bekhudee hai, nayee aag hai
Labo peh labo kaa hasin dag hai
Meree jan kaise niklane lagee
Teree ik chhuan se pighalane lagee ho
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Meethee meethee yeh
Hava bhigee bhigee rat hai
Hay badee dilnashin
Apnee mulakat hai
Yeh silsila yu hee chale so
Ja meree julfo tale
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Bikharu aise aaj main inn baho se chhut key
Hay jaise farsh peh shisha bikhare tut key
Tauba meree kya kar gai
Aaye khyal han main mar gai ho
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Nayee bekhudee hai, nayee aag hai
Labo peh labo kaa hasin dag hai
Meree jan kaise niklane lagee
Teree ik chhuan se pighalane lagee ho
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya

Meethee meethee yeh
Hava bhigee bhigee rat hai
Hay badee dilnashin
Apnee mulakat hai
Yeh silsila yu hee chale
So ja meree julfo tale
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya
Kuchh ho gaya meree jan
Dil deewana naa jane kab kho gaya
Tune aise dekha key kuchh ho gaya.


Pyar Hame Pyar Tum Kitna Karte Ho Lyrics - Daag: The Fire (1999)

No comments :




Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar

Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Pyar Hame Pyar Tum Kitna Karte Ho Song Lyrics


Chal bandh ley pairo mein ghungharu
Chal bandh ley pairo mein ghungharu
Chal bandh ley pairo mein ghungharu
Chal bandh ley pairo mein ghungharu
Ishq ishq ishq o teraa ishq

Pyar hame pyar tum kitna karte ho
He he he o ho ho
Pyar hame pyar tum kitna karte ho
Yar mere yar hampe kitna marte ho
He he he o ho ho
He bol raha teri aankh kaa kajal
Dil hai meraa tere ishq mein pagal
Aur jyada main kya bolu rey
Ho pyar hame pyar
Pyar hame pyar tum kitna karte ho
He he he o ho ho
Yar mere yar hampe kitna marte ho
He he he o ho ho



Shava main tere husn kaa mastana
He teri iss chal peh mar jana he
Nasha tujhe sau botal kaa
Teri masti kaa main pyasa
Hai mere pichhe yeh sara jamana
Dal naa mujhpe too aise dana
Dekho ji dekho tum yu naa
Behko hosh me aa jao
O pehle nach kudiye mere nal
Nach kudiye mere nal
Pyar hame pyar tum kitna karte ho
He he he o ho ho
Yar mere yar hampe kitna marte ho
He he he o ho ho

Hadippa o balle balle o shava shava
Samajhati hoon main diljani he
Teri niyat mein beimani he
Bana key jhuthe afsane chhed
Naa mujhko deewane
Hai tere dam se yeh meri kahani
Tere siwa kya yeh zindagani
Too jo kahe toh tujhpe ai janan
Jan luta doon main
O pehle nach mahiya mere nal
Nach soneya mere nal
Ho pyar hame pyar
Tum kitna karte ho
He he he o ho ho
Yar mere yar hampe kitna marte ho
He he he o ho ho
Bol raha teri aankh kaa kajal
Dil hai meraa tere ishq mein pagal
Aur jyada main kya bolu rey
Ho pyar hame pyar tum kitna karte ho
He he he o ho ho
Yar mere yar hampe itna marate ho
O ho ho a ha ha
Pyar hame pyar tum kitna karte ho
He he he o ho ho
Yar mere yar hampe itna marate ho
O ho ho a ha ha


Dil Dhak Dhak Dhadke Lyrics - Daag: The Fire (1999)

No comments :




Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Jaspinder Narula

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar
Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Dil Dhak Dhak Dhadke Song Lyrics


Aa sayyoni sayyoni tui tui tui tui
Bol katili bin sajan key bite kaise rat
Ghabarayi si lagati hai
Kya julm huwa tere sath
Bol katili rey, bol katili

Sas sasur aangan mein
Soye main sou chaubare
Ghar key bahar khada
Khada mua devar kare ishare
Kabhi kahi aahat aaye,
Kabhi jo kundi khadake
Dil dhadake dil dhadake
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke, sayyoni

Gori yeh naa chhupa, yeh bhed bata
Tere joban kaa kyon rang uda o o
Subah subah sare gharvale jab jaye khaliya
Chori chori ghar key andar aa jaye beiman
Sune koyi naa meri duhayi,
Kahi naa ho jaye rusavayi ui ma
Mane naa kahana harajayi
Kaske pakde meri kalayi ui ma
Pani pani mai ho jau
Pani pani mai ho jau
E chingari si bhadake
Dil dhadake dil dhadake
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke

Teraa devar mua rey bada paji
Tane mare ankhiya kahe wah bhabhi
Dophari me chaurahe se
Sharabat ley key aaye
Usake andar naa jane
Woh kaun si chij milaye
Pite hi bichchhu lad jaye nas
Nas koyi jahar samaye, ui ma
Ghoonte badan ko sui chubhayen
Ang ang me dard sataye, ui ma
Rat rat bhar karwat ley key
Rat rat bhar karwat ley key
E meri javani tadpe
Dil dhadake dil dhadake
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke

Raat sas sasur aangan mein
Soye main sou chaubare
Ghar key bahar khada
Khada mua devar kare ishare
Kabhi kahi aahat aaye,
Kabhi jo kundi khadake
Dil dhadake dil dhadake
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke

Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke
Dil dhak dhak dhadake jalima
Meri bayi aankh bhi phadke.


Pardesiya Itna Bata Sajna Lyrics - Daag: The Fire (1999)

1 comment :




Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar

Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Pardesiya Itna Bata Sajna Song Lyrics


Pardesiya itna bata sajana
Kudrat ki chunari lehrayi,
Puch rahi pagal purvayi
Ho pardesiya pardesiya
Itna bata sajana,
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main

Meri rishto me teri sanso ki hain doriya
Meri jan hai too yeh jan ley too
Meri jan hai too yeh jan ley too



Jo naa tujhe dekhu yeh dil naa mane
Jo naa tujhe dekhu yeh dil naa mane
Milane key banaye kya kya bahane
Maine toh yeh socha samajha hai janan
Tere liye dil kyon itna diwana, mitwa mitwa
Mitwa mitwa  mitwa mitwa  mitwa
Teri prit me jadu jadu,
Ho jaye meraa man bekabu, jadu jadu
O mere dholna
Mere dholna duniya se ja bolna,
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main
Meri jan hai too yeh jan ley too

Tere liye chhodi sari khudayi
Tere liye chhodi sari khudayi
Teri ho key ho gayi main sabase parayi
Diwani iss mauj peh kiska hai pahara
Milane ki ghadi hai pal bhi hai thahara, mitwa
Mitwa mitwa mitwa mitwa
Mitwa mitwa mitwa mitwa
Aaya jo mausam sinduri
Mehandi rachi huyi chahat puri
O ho jind meriye, jind meriye
Rab se yeh maine kaha
Meri jan hai too yeh jan ley too
Meri jan hai too yeh jan ley too
Pardesiya pardesiya
Itna bata sajana,
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main
Teri kaun hoon main

Meri rishto me teri sanso ki hain doriya
Meri jan hai too yeh jan ley too
Meri jan hai too yeh jan ley too.


Chehra Tera Chehra Lyrics - Daag: The Fire (1999)

No comments :




Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Anuradha Paudwal, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar

Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Chehra Tera Chehra Song Lyrics


Chehara tera chehara sapana hai mera
Chaahoon tujhe kitana na mujhe hai pata
Chehara tera chehara sapana hai mera
Chaahoon tujhe kitana na mujhe hai pata

Aa dhoondh le main kahaan kho gaya
Ye ishq mein hamako kya ho gaya
Chaahat ki ye jaane kaisi manzil hai
Ham kahaan hai ye bataana mushkil hai
Ab hamein inhiin raahon pe chalana hai
Kuch bhi ho ye rasta na badalana hai
Tanha ye do premi koi na teesara



Chehara tera chehara sapana hai mera
Chaahoon tujhe kitana na mujhe hai pata

Ye jism hai khushbuon se bana
Main hoon tere pyaar ka aayeena
Tere chhoone se badan to jalata hai
Jaane kitane rangon mein ye dhalata hai
Chingaari hai meri jalati saanson ki
Garmi hai ye meri pyaasi aankhon ki
Main pyaasa sahara hoon saavan ki tu ghata

Chehara tera chehara sapana hai mera
Chaahoon tujhe kitana na mujhe hai pata
Chehara tera chehara sapana hai mera
Chaahoon tujhe kitana na mujhe hai pata
Na mujhe hai pata
Na mujhe hai pata
Na mujhe hai pata.


Piya Lagi Lagan Lyrics - Daag: The Fire (1999)

No comments :




Movie/album: Daag: The Fire (1999)

Singers: Anuradha Paudwal, Jaspinder Narula

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Director: Raj Kanwar

Music Label: T-Series

Starring: Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhry, Shakti Kapoor

Release on: 12th February, 1999


Piya Lagi Lagan Song Lyrics


Aa ishq naa karna
Ishq naa karna
Ishq naa karna
Kisi ne sach hi kaha hai
Bura ho inn bairan ankhiya kaa
Ho jo kar baithi nadani
Ho pehle aag lagayi dil me,
Ho aur phir barasaye pani
Ishq naa karna
Ishq naa karna
Ishq naa karna

O piya lagi lagan piya piya
Piya lagi lagan bas tere nam ki
Piya lagi lagan bas tere nam ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki
Piya lagi lagan piya piya
Piya lagi lagan bas tere nam ki
Piya lagi lagan bas tere nam ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki

Meraa sindur hai meraa shrringar hai
Too meri dhadkane too meraa pyar hai
Rab se bas ek saugat mangu piya
Har janam me teraa sath mangu piya
Maine har sans peh, sans peh, sans peh
Maine har sans peh nam teraa likha
Tujhpe balihari jau kasam ram ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki

Lagi rey lagi lagi lagi lagi…………
Lagi lagi sab kahe yeh lagi buri bala
Lagi lagi sab kahe yeh lagi buri bala
Dil key dushman iss lagi par kiska jor chala
Mujhpe chhayi hai kaisi yeh diwanagi
Maine mana tujhe apna bhagvan ji,
Ram ji ram ji ram ji ram
Mujhko saugandh sajan mere ram ki,
Ram ji ram ji ram ji ram
Bin tere main nahi abb kisi kam ki
Teri dehlij peh o teri dehlij peh
Dam yeh nikale meraa
Teri dehlij peh dam yeh nikale meraa
Tujhpe balihari jau kasam ram ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki

Piya lagi lagan bas tere nam ki
Piya lagi lagan bas tere nam ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki
Tujhpe balihari jau kasam ram ki

Aa ishq naa karna
Ishq naa karna
Ishq naa karna…….


Wednesday, 31 October 2018

Chehra Apna Lyrics - Chehraa (1999)

No comments :




Movie/album: Chehraa (1999)

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Gautam Adhikari

Music Label: Tips Music

Starring: Seema Kapoor, Ayub Khan, Madhoo, Anjana Mumtaz, Varsha Usgaonkar


Chehra Apna Song Lyrics


Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Aur yeh bhi dekhte hain
Koi dekhta na ho
Aur yeh bhi dekhte hain
Koi dekhta na ho

Apni dua mein sirf mujhko
Maangte hain woh..woh..
Apni dua mein sirf mujhko
Maangte hain woh..woh..
Aur yeh bhi maangte hain
Koi maangta na ho
Aur yeh bhi maangte hain
Koi maangta na ho



Gore badan se unka
Aanchal zara sa dhalka
Jaaga mere seene mein
Koi dard halka halka
Mujhko pataa hai mujhse
Woh pyaar kar rahe hain
Phir bhi na jaane kyun
Kehne se dar rahe hain
Har lamha mere baare
Mein sochate hain woh..woh..
Har lamha mere baare
Mein sochate hain woh..woh..
Aur yeh bhi sochate
Hain koi sochta na ho
Aur yeh bhi sochate
Hain koi sochta na ho

Khamosh hai zubaan
Lekin aankhein bolti hain
Dhadkan mein jo hai
Chhupa woh raaz kholti hain
Unki isi adaa ne deewana
Mujhe kar diya hai
Saare jahan se begana
Dekho kar diya hai
Bas mujhko dil-o-jaan se
Ab chahate hain woh..woh..
Bas mujhko dil-o-jaan se
Ab chahate hain woh..woh..
Aur yeh bhi chahate
Hain koi chahata na ho
Aur yeh bhi chahate
Hain koi chahata na ho



Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Chehra apna dekhte hain
Aaine mein woh..woh..
Aur yeh bhi dekhte hain
Koi dekhta na ho
Aur yeh bhi maangte hain
Koi maangta na ho.