lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 18 August 2018

Haseeno Ki Yeh Shaam Hai Lyrics - Aan Aur Shaan (1984)

No comments :




Movie/album: Aan Aur Shaan (1984)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: Rahul Dev Burman

Music Director: Rahul Dev Burman

Director: Ravi Tandon

Music Label: CBS

Starring: Rishi Kapoor, Shammi Kapoor, Ranjeet

Release on: 6th January, 1984


Haseeno Ki Yeh Shaam Hai Song Lyrics



Ho o o haseeno ki yeh shaam hai
Hey ey ey hasin koyi baat chale
Ha ha ha savere tak aaj toh
Hey suhaani mulaakaat chale

Kehate hai yeh zindagi
Sapana hai ik shaam ka
Kehate hai yeh zindagi
Sapana hai ik shaam ka
Toh yeh sapana kyun na ho,
Tere mere naam ka
Haa bujhe dil ki pyaas
Aaj isi si chaanv tale
Ho ho ho haseeno ki yeh shaam hai
Hey ey ey hasin koyi baat chale
Ha ha ha savere tak aaj toh
Ho suhaani mulaakaat chale

Jisake itane rang ho,
Woh matwaala kaun hai
Jisake itane rang ho,
Woh matwaala kaun hai
Hamse badhakar aaj
Toh kismatwaala kaun hai
Jhumake apane saath
Din chale raat chale
Ho ho ho haseeno ki yeh shaam hai
Hey ey ey hasin koyi baat chale
Ha ha ha savere tak aaj toh
Ho suhaani mulaakaat chale.


No comments :

Post a Comment