Sunday, 26 August 2018
Humse Rahoge Kya Hamesha Lyrics - Aur Pyaar Ho Gaya (1997)
Movie/album: Aur Pyaar Ho Gaya (1997)
Singers: Sonu Nigam
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan
Director: Rahul Rawail
Music Label: Saregama
Starring: Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher
Release on: 20th October, 1997
Humse Rahoge Kya Hamesha Song Lyrics
Humse rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan bhi jaao suno tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Maan bhi jaao suno tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitam hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Jo tum pe marta hai uska hai ab haal kya
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Aise nikalo nahin tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Aise nikalo nahin tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Ab jaane bhi do ki jo bhi hua so hua
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana.
No comments :
Post a Comment