Sunday, 26 August 2018
Zindagi Jhoomkar Lyrics - Aur Pyaar Ho Gaya (1997)
Movie/album: Aur Pyaar Ho Gaya (1997)
Singers: Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan
Director: Rahul Rawail
Music Label: Saregama
Starring: Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher
Release on: 20th October, 1997
Zindagi Jhoomkar Song Lyrics
Aa…
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Khwaab aankhon mein lekar deewaane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Khwaab aankhon mein lekar deewane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Hosh khone chale jaan ganwaane chale
Ishq ki jaan ki baazi lagaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya
Bus nigahein mili aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya.
No comments :
Post a Comment