lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 14 August 2018

Kaha Nazar Takrayi Lyrics - Jadui Angoothi (1965)

No comments :




Movie/album: Jadui Angoothi (1965)

Singers: Mahendra Kapoor

Song Lyricists: Zafar Rahi

Music Composer: Suresh Kumar

Music Director: Suresh Kumar

Director: A.M. Khan

Music Label: Saregama

Starring: Chitra, Manhar Desai, Polsan, Amirbai Karnataki, Meena Kumari, Mumtaz


Kaha Nazar Takrayi Song Lyrics



Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Mai musafir besahara
Jag me hu aawara
Wo poonam ka chand jagmag
Mai hu tuta tara
Kaun ye dil me samaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Ye hawaye kah rahi hai
Uska hi afsana
Jis hasi ka najami ka
Dil hua deewana
Kaun ye dil me samaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Kya kahu mai kya karu mai
Wo hai chanchal chaya
Bhula sab kuch khoya sab kuch
Jabse dil me samaya
Kaha nazar takrai
Dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya
Kaha nazar takrai.


No comments :

Post a Comment