Thursday, 13 February 2020
Ek Dil Tha Mera Jo Tera Ho Lyrics - Chhupa Rustam (1965)
Movie/album: Chhupa Rustam (1965)
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Bulo C. Rani
Music Director: Bulo C. Rani
Genres: Playful
Director: Aakkoo
Music Label: Saregama
Starring: Azad, Chitra, Indira Bansal, Habib, Uma Khosla
Release on: 1st January, 1965
Ek Dil Tha Mera Jo Tera Ho Song Lyrics
Ek dil thhaa mera
Jo tera ho gayaa
Jaan ke balam maan ke
Sapnon mein kho gayaa
Ek dil thhaa mera
Jo tera ho gayaa
Jaan ke balam maan ke
Sapnon mein kho gayaa
Ek dil thhaa mera
Hamne to dil de diya
Teri dekhke ye adaa shaan se
Bade maan se shaan se
Bade maan se
Dil ko loot liyaa
Ek dil thhaa mera
Jo tera ho gayaa
Jaan ke balam maan ke
Sapnon mein kho gayaa
Ek dil thhaa mera
Dil ka qasoor hai ye
Jo tujhpe yoon aa gaya
Ab berukhi chhod de
Kyun de raha sazaa
Roothh ke hamen loot ke
Roothh ke hamen loot ke
Tujhko kyaa mil gayaa
Ek dil thhaa mera
Jo tera ho gayaa
Jaan ke balam maan ke
Sapnon mein kho gayaa
Ek dil thhaa mera
Tujhe dekhke o sanam
Ho gaye nashe mein kyun ham
Tere haath ko thham ko
Main bhulaa doongi saare gham
Muskuraa zaraa paas aa
Muskuraa zaraa paas aa
Dil se dil tu milaa
Ek dil thhaa mera
Jo tera ho gayaa
Jaan ke balam maan ke
Sapnon mein kho gayaa
Ek dil thhaa mera.
Chhupa Rustam (1965)
Chhupa Rustam (1965) Songs Lyrics
Starring: Azad, Chitra, Indira Bansal, Habib, Uma Khosla
Director: Aakkoo
Producer(s): H S Khanna
Music Director(s): Bulo C. Rani
Composer(s): Bulo C. Rani
Release on: 1st January, 1965
Chhupa Rustam (1965) Songs Lyrics
Ek Dil Tha Mera Jo Tera Ho
by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Saturday, 28 December 2019
Jhanan Jhanan Bichhua Baje Lyrics - Chand Aur Suraj (1965)
Movie/album: Chand Aur Suraj (1965)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Dulal Guha
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Jhanan Jhanan Bichhua Baje Song Lyrics
Jhanana jhanana baje baje
Jhanana jhanana baje
Bichhuvaa baaje nanadi jaage
Kaise aaun mitavaa more
Jhanana jhanana baje
Bichhuvaa baaje nanadi jaage
Kaise aaun mitavaa more
Jhanana jhanana
Aai dwaar pe jab se
Ye rain kajarari
Dekhun pyaar ke sapne
Mai birahaa ki maari
Aai dwaar pe jab se
Ye rain kajarari
Dekhun pyaar ke sapne
Mai biraha ki maari
Mohe koi na dekhegaa
Chaaye rahegi andhiyaari
Jhanana jhanana baje
Bichhuvaa baaje nanadi jaage
Kaise aaun mitavaa more
Jhanana jhanana
Jhanana jhanana jhanana
Jhanana baaje baaje
Jhanana jhanana
Mai laj ki mari na bolu kisise
Mera hal kabhi
Koi puche mere dil se
Mai laj ki mari na bolu kisise
Mera hal kabhi koi
Puche mere dil se
Jhanana jhanana
Jane kahe ko ruthi hai
Neenda hamari na na laghe
Pa ga ga pa dha ga ga
Pa dha ni dha ni sa dha
Dha ni sa dha ni dha
Dha ga pa ga sa ni sa
Kaise aaj manaa un
Mera man nahi maane
Kahe laaj sharm ke
Tu chhod de bahaane
Kaise aaj manaa un
Mera man nahi maane
Kahe laaj sharm ke
Tu chhod de bahaane
Mohe tere tu unaki hai
Baaki saaraa jag jaane
Jhanana jhanana baaje
Bichhuvaa baaje nanadi jaage
Kaise aaun mitavaa more
Jhanana jhanana
Jhanana baaje jhanana
Baaje jhanana baaje.
Baagh Mein Kali Khili Lyrics - Chand Aur Suraj (1965)
Movie/album: Chand Aur Suraj (1965)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Dulal Guha
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Baagh Mein Kali Khili Song Lyrics
Bag me kali khili bagiya mehaki
Par hay re abhi idhar
Bhanwara nahi aya
Rah me najar bichhi
Behaki behaki
Aur bewajah ghadi
Ghadi yeh dil ghabaraya
Hay re kyu na aya kyu
Na aya kyu na aya
Bag me kali khili bagiya mehaki
Par hay re abhi idhar
Bhanwara nahi aya
Rah me najar bichhi
Behaki behaki
Aur bewajah ghadi
Ghadi yeh dil ghabaraya
Hay re kyu na aya kyu
Na aya kyu na aya
Baithe the ham
Toh arman jagaye
Baithe the ham
Toh arman jagaye
Sine me lakho
Tufan chhupaye
Mat puchhho
Mann ko kaise manaya
Bag me kali khili
Bagiya mehaki
Par hay re abhi idhar
Bhanwara nahi aya
Rah me najar bichhi
Behaki behaki
Aur bewajah ghadi
Ghadi yeh dil ghabaraya
Hay re kyu na aya
Kyu na aya kyu na aya
Sapne jo aaye
Tadapa ke jaye
Sapne jo aaye
Tadapa ke jaye
Dil ki lagi ko
Lehka ke jaye
Mushkil se hamne
Har din bitaya
Bag me kali khili
Bagiya mehaki
Par hay re abhi idhar
Bhanwara nahi aya
Rah me najar
Bichhi behaki behaki
Aur bewajah ghadi
Ghadi yeh dil ghabaraya
Hay re kyu na aya
Kyu na aya kyu na aya
Ik mithhi agani me
Jalta hain tan mann
Ik mithhi agani me
Jalta hain tan mann
Bat aaur bigadi
Barasa jo sawan
Bachpan gawa ke
Maine sab kuchh gawaya
Bag me kali khili
Bagiya mehaki
Par hay re abhi idhar
Bhanwara nahi aya
Rah me najar
Bichhi behaki behaki
Aur bewajah ghadi
Ghadi yeh dil ghabaraya
Hay re kyu na aya kyu
Na aya kyu na aya.
Kisine Jaadu Kiya Lyrics - Chand Aur Suraj (1965)
Movie/album: Chand Aur Suraj (1965)
Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Dulal Guha
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Kisine Jaadu Kiya Song Lyrics
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya
Meraa man moh liya mai karuu kya
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya
Meraa man moh liya mai karu kya
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya
Kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai
Meri aahe bhi vahaa beasar hai
Kar ke ghaayal vo mujhe bekhabar hai
Meri ahe bhi vahaa beasar hai
Kuub hai ye ada mai karuu kyaa
Kisii ne jaaduu kiyaa mai karu kya
Meraa man moh liya mai karu kya
Kisii ne jaaduu kiyaa mai karu kya
Raat mushkil se kate din hai bhaarii
Raat mushkil se kate din hai bhaarii
Sadaa aankho me rahe chhab vo pyaarii
Raat mushkil se kate din hai bhaarii
Jiinaa ab unake binaa huaa mushkil
Jaan hai uname basii unhi ka dil
Mujhe kyaa ho chalaa mai karu kyaa
Kisii ne jaaduu kiya mai karu kya
Pyaar chhupataa nahii mai kya chhupaauu
Kahe to chiir ke dil mai dikhaauu
Pyaar chhupataa nahii mai kya chhupaauu
Kahe to chiir ke dil mai dikhaauu
Husn de ke bhala mai karu kya.
Tumhe Dil Se Chaha Lyrics - Chand Aur Suraj (1965)
Movie/album: Chand Aur Suraj (1965)
Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Dulal Guha
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Tumhe Dil Se Chaha Song Lyrics
Tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
Ye wada karo ke bhula to na doge
Tumhi tum ho meri nigaho me lekin
Nigaho se mujhko gira to na doge
Tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
Ye wada karo ke bhula to na doge
Tumhi tum ho meri nigaho me lekin
Nigaho se mujhko gira to na doge
Tera khyal teri hi baat
Rahte hai dil me din ho ke raat
Tera khyal teri hi baat
Rahte hai dil me din ho ke raat
Kahi mujhko iski saza to na doge
Tumhi tum ho meri nigaho me lekin
Nigaho se mujhko gira to na doge
Tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
Ye wada karo ke bhula to na doge
Dharti pe hai khushiyo ka raaz
Ek geet mitha sa jiwan hai aaj
Dharti pe hai khushiyo ka raaz
Ek geet mitha sa jiwan hai aaj
Bharam hi sahi par mita to na doge
Tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
Ye wada karo ke bhula to na doge
Tumhi tum ho meri nigaho me lekin
Nigaho se mujhko gira to na doge
Ghirke jab aayegi jiwan ki sham
Kho jayega jab fasana tamam
Ghirke jab aayegi jiwan ki sham
Kho jayega jab fasana tamam
Jala deep man ka bujha to na doge
Tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai
Ye wada karo ke bhula to na doge
Tumhi tum ho meri nigaho me lekin
Nigaho se mujhko gira to na doge.
Teri Yaad Na Dil Se Ja Saki Lyrics - Chand Aur Suraj (1965)
Movie/album: Chand Aur Suraj (1965)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Dulal Guha
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Teri Yaad Na Dil Se Ja Saki Song Lyrics
Teri yaad na dil se ja saki
Teri yaad na dil se ja saki
Aati thi nind kabhi kabhi
Aaj to wo bhi na aa saki
Teri yaad na dil se ja saki
Teri yaad na dil se ja saki
Taro ke saye me kitne sapne
Dekhe the milke hamne tumne
Taro ke saye me kitne sapne
Dekhe the milke hamne tumne
Ruth gaye tum sapne bhi ruthe
Tumko bhi mai na mana saki
Teri yaad na dil se ja saki
Aati thi nind kabhi kabhi
Aaj to wo bhi na aa saki
Teri yaad na dil se ja saki
Teri yaad na dil se ja saki
Rate wo rate na din wo din hai
Na manzil hai mushkil rahe kathin hai
Rate wo rate na din wo din hai
Na manzil hai mushkil rahe kathin hai
Nis din roke bhi mai apne man ki
Aag na haye bujha saki
Teri yaad na dil se ja saki
Aati thi nind kabhi kabhi
Aaj to wo bhi na aa saki
Teri yaad na dil se ja saki
Teri yaad na dil se ja saki.
Meri Aur Unki Preet Purani Lyrics - Chand Aur Suraj (1965)
Movie/album: Chand Aur Suraj (1965)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Salil Chowdhury
Music Director: Salil Chowdhury
Director: Dulal Guha
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Meri Aur Unki Preet Purani Song Lyrics
Meri aur unki preet purani
Chal chal saiya mumbai
Meri aur unki preet purani
Chal chal saiya mumbai
Mumbai nagri sabse pyari
Wahi base man meet mera
Gayi ek din piya sang mai wari
Gayi ek din piya sang mai wari
Dekhe rangin pyare najare
Laga phulo ke desh me aayi
Gayi aage to dekh ke aayi
Laga phulo ke desh me aayi
Gayi aage to dekh ke aayi
Khula neela gagan
Khula neela gagan
Mai usme thi magan
Wahi sudh budh mai aayi rakh rakh
Meri aur unki preet purani
Chal chal saiya mumbai
Mumbai nagri sabse pyari
Wahi base man meet mera
Bambai mere sapno ki rani
Bambai mere sapno ki rani
Mere unke milan ki kahani
Tune sach karke sapne dikhaye
Do bhatke hue dil milaye
Tune sach karke sapne dikhaye
Do bhatke hue dil milaye
Raat din mai tera
Raat din mai tera
Naam lungi mai sada
Zindgani hai ye jab tak
Meri aur unki preet purani
Chal chal saiya mumbai
Mumbai nagri sabse pyari
Wahi base man meet mera.
Chand Aur Suraj (1965)
Chand Aur Suraj (1965) Songs Lyrics
Starring: Dharmendra, Ashok Kumar
Director: Dulal Guha
Producer(s): Ganga Chitra
Music Director(s): Salil Chowdhury
Lyricist(s): Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Composer(s): Salil Chowdhury
Chand Aur Suraj (1965) Songs Lyrics
Meri Aur Unki Preet Purani
by Asha Bhosle
Teri Yaad Na Dil Se Ja Saki
by Lata Mangeshkar
Tumhe Dil Se Chaha
by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Kisine Jaadu Kiya
by Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Baagh Mein Kali Khili
by Asha Bhosle
Jhanan Jhanan Bichhua Baje
by Lata Mangeshkar
Thursday, 18 July 2019
Sab Mein Shamil Ho Magar Lyrics - Bahu Beti (1965)
Sab Mein Shamil Ho Magar Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Sab Mein Shamil Ho Magar Song Lyrics
Sab me shamil ho magar
Sabse juda lagati ho
Sab me shamil ho magar
Sabse juda lagati ho
Sirf hamse nahi khud se
Bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar
Aankh uthati hai naa
Jhukati hai kisi ki khatir
Aankh uthati hai naa
Jhukati hai kisi ki khatir
Sans chadhati hai naa
Rukati hai kisi ki khatir
Jo kisi dar pe naa the
Hare woh hawa lagati ho
Sirf hamse nahi khud
Se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar
Julf leharaye toh aanchal
Me chhupa leti ho
Julf leharaye toh aanchal
Me chhupa leti ho
Honth tharraye toh
Danto me daba leti ho
Jo kabhi khul ke naa
Barse woh ghata lagati ho
Sirf hamse nahi khud
Se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar
Jagi jagi najar aati
Ho naa soyi soyi
Jagi jagi najar aati
Ho naa soyi soyi
Tum jo ho apne
Khayalat me khoyi khoyi
Kisi mayus musavvir
Ki duwa lagati ho
Sirf hamse nahi khud
Se bhi khafa lagati ho
Sab me shamil ho magar.
Jiyo To Aise Jiyo Lyrics - Bahu Beti (1965)
Jiyo To Aise Jiyo Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Jiyo To Aise Jiyo Song Lyrics
Jiyo to aise jiyo jaise
Sab tumhara hai
Jiyo to aise jiyo jaise
Sab tumhara hai
Maro to aise ki jaise
Tumhara kuchh bhi nahi
Jiyo to aise jiyo jaise
Sab tumhara hai
Jiyo to aise jiyo
Ye ek raaz hai ki duniya
Na jisako jaan saki
Yahi wo raaz jo
Zindagi se haasil hai
Tumhi kaho ye raaz
Tumhe kaise samajhaaun
Ke zindagi ki ghutan
Zindagi ki qaatil hai
Har ek nigaah ko ye
Kudarat kaa ishaaraa hai
Jiyo to aise jiyo
Jahaan me aa ke jahaan
Se khiche khiche na raho
Wo zindagi hi nahi
Jis me aas bujh jaae
Koi bhi pyaas dabaae
Se dab nahi sakati
Isi se chain milega
Ki pyaas bujh jaae
Ye kahake mudataa huaa
Zindagi kaa dhara hai
Jiyo to aise jiyo
Ye aasman ye zameen
Ye fizaa ye nazaare
Jiyo to aise jiyo jaise
Sab tumhara hai
Jiyo to aise jiyo
Taras rahe hai tumhaari
Ek nazar ke lie
Nazar churaa ke har ek
Shai ko yun na thukaraao
Koi shariq e safar
Dhundh lo safar ke lie
Bahut qarib se maine
Tumhe pukaaraa hai
Jiyo to aise jiyo
Jaise sab tumhara hai
Jiyo to aise jiyo.
Aaj Hai Karwa Chauth Lyrics - Bahu Beti (1965)
Aaj Hai Karwa Chauth Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Aaj Hai Karwa Chauth Song Lyrics
Aaj hai karva chauth
Sakhi ri mang le sukh kaa dan
Apne sapano ke swami kaa
Dhar kar mann me dhyaan
Janam janam tak mang kaa
Teri rang pade naa phika
Jab tak chamke chand
Sitare tab tak chamke tika
Bandhe rahe manabhate
Pritam ke prano se pran
Aaj hai karva chauth
Sakhi ri mang le sukh kaa dan
Aaj hai karva chauth sakhi ri
Jo koyi mange aaj lagan
Se yug yug kaa sukh paye
Sath saphal ho prem amar
Ho jivan me ras aaye
Aaj har ik nari ko prabhu
Se milta hai vardan
Aaj hai karva chauth
Sakhi ri mang le sukh kaa dan
Aaj hai karva chauth sakhi ri.
Meri Jaan Na Sata Tu Lyrics - Bahu Beti (1965)
Meri Jaan Na Sata Tu Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Meri Jaan Na Sata Tu Song Lyrics
Meri ja na sata tu
Mera ji na jala tu
Karu kya kuch bata de
Dil pe nahi hai kabu
Meri ja na sata tu
Mera ji na jala tu
Karu kya kuch bata de
Dil pe nahi hai kabu
Haye meri ja na sata tu
Tere dant anar dane
Tere gal seb jaise
Jo tu aankh se ho ojhal
To mai chain pau kaise
Tere dant anar dane
Tere gal seb jaise
Jo tu aankh se ho ojhal
To mai chain pau kaise
Ho jara si khol khidki
Ada se de de jhidki
Khada hu nak khole
Lene ko teri khusbu
Meri ja na sata tu
Tujhe dil se chahta hu
Mai bura bhi hu to kya hai
Tujhe to samjh hai kafi
Mai gadha bhi hu to kya hai
Jara sun aye pari ru
Hui hai kyu khafa tu
Mai to hu das tera
Mujhse chuda na pallu
Haye meri ja na sata tu
Jo tu meri bat rakhle
Jo tu meri arz mane
Tu jaha ki dhun pe kahde
Mai sunau tujhko gane
Jo tu meri bat rakhle
Jo tu meri arz mane
Tu jaha ki dhun pe kahde
Mai sunau tujhko gane
Gau wo chiz pakki
Rahe tu hakki bakki
Ya jo ho hukm tera
Gau mai humba dumba du
Meri ja na sata tu
Mera ji na jala tu
Karu kya kuch bata de
Dil pe nahi hai kabu
Haye meri ja na sata tu.
Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro Lyrics - Bahu Beti (1965)
Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro Song Lyrics
Bharat maa ki aankh ke taro
Nanhe munne raj dularo
Jaise maine tumko sawaya
Waise hi tum desh sawara
Bharat maa ki aankh ke taro
Nanhe munne raj dularo
Jaise maine tumko sawaya
Waise hi tum desh sawara
Bharat maa ki aankh ke taro
Ye jo hai ek chota sa basta
Kismat ke phulo ka guldasta
Karishan hai isme ram hai isme
Ye basta isha ki kahani
Ye bata nanak ki bani
Isme chupi hai har sachai
Apna sukh oro ki bhalai
Is baste ko shish nawao
Is baste ko shish nawao
Bharat maa ki aankh ke taro
Nanhe munne raj dularo
Jaise maine tumko sawaya
Waise hi tum desh sawara
Bharat maa ki aankh ke taro
Chod ke jhuthi jate pate
Sab se sikho achi bate
Apna kisi se bair na samjho
Jag me kisi ko gair na samjho
Aap padho oro ka padhao
Ghar ghar gyan ki jyot jagao
Naw jiwan ki aas tumhi ho
Banta hua itihas tumhi ho
Jitna gahra andhiyara ho
Jitna gahra andhiyara ho
Utne unche deep ubharo
Bharat maa ki aankh ke taro
Nanhe munne raj dularo
Jaise maine tumko sawaya
Waise hi tum desh sawara
Bharat maa ki aankh ke taro
Ye sansar jo hamne sajaya
Ye sansar jo tumne paya
Is sansar me jhuth bahut hai
Jurm bahut hai lut bahut hai
Jurm ke aage sar ka jhukana
Har ek jhuth se takra jana
Is sansar ka rang badalna
Unch or nich ka dhang badalna
Sara jag hai desh tumhara
Sara jag hai desh tumhara
Sare jag ka rup nikharo
Bharat maa ki aankh ke taro
Nanhe munne raj dularo
Jaise maine tumko sawaya
Waise hi tum desh sawara
Bharat maa ki aankh ke taro
Nanhe munne raj dularo.
Rangin Fiza Hai Lyrics - Bahu Beti (1965)
Rangin Fiza Hai Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Rangin Fiza Hai Song Lyrics
Rangin fiza hai
Rangin fiza hai
Aaja ke mera pyar
Tujhe dhund raha hai
Rangin fiza hai
Ye kiski sada hai
Ye kiski sada hai
Ye kaun mujhe apni
Taraf khich raha hai
Ye kiski sada hai
Teri bhi hai ye meri hi
Aawaz nahi hai
Teri bhi hai ye meri hi
Aawaz nahi hai
Aye jane tamanna
Ye koi raz nahi hai
Tu mujhse juda hoke bhi
Kab mujhse juda hai
Dil dil se mila hai
Ye kaun mujhe apni
Taraf khich raha hai
Ye kiski sada hai
Tum mujhko bulate
Ho to tala nahi jata
Tum mujhko bulate
Ho to tala nahi jata
Apne ko kisi tarah
Sambhala nahi jata
Julfo ka mujhse hosh
Na aachal ka pata hai
Ye kaisa nasha hai
Aaja ke mera
Tujhe dhund raha hai
Rangin fiza hai
Dunia ko bhula kar
Meri baho me chali aa
Dunia ko bhula kar
Meri baho me chali aa
Jajbat ki befikar
Panaho me chali aa
Kahte hai jise ishk
Wo jine ki ada hai
Acha na bura hai
Ye kaun mujhe apni
Taraf khich raha hai
Ye kiski sada hai
Aaja ke mera pyar
Tujhe dhund raha hai
Rangin fiza hai.
Meri Mang Ke Rang Me Lyrics - Bahu Beti (1965)
Meri Mang Ke Rang Me Lyrics - Bahu Beti (1965)
Movie/album: Bahu Beti (1965)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: T. Prakash Rao
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Release on: 20th August, 1965
Meri Mang Ke Rang Me Song Lyrics
Meri maang ki rang nikali
Raakh chita ki bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae
Bhagvan bedardi ae bhagvan bedardi
Meri maang ki rang nikali
Raakh chita ki bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae
Bhagvan bedardi ae bhagvan bedardi
Ghungat uthne se pahle hi vidhva
Kardi preet suhaagan preet suhaagan
Tune liya maathe ka tika khol liye
Haatho ke kangan haatho ke kangan
Palak jhapak ke hasti
Basti duniya tune kardi
Ye kaisa insaaf hai tera ae bhagvan
Bedardi ae bhagvan bedardi
Rup sajakar jyot na jaagi tej pe
Kisi ka ful naa mahke ful naa mahke
Ban gaya meri munh ki kaalikh do
Naino ka kajal bahke kajal bahke
Bhaag banane wale tune
Bhaag pe saumat bhar di
Ye kaisa insaaf hai tera ae bhagvan
Bedardi ae bhagvan bedardi.
Bahu Beti (1965)
Bahu Beti (1965) Songs Lyrics
Starring: Mala Sinha, Joy Mukherjee
Director: T. Prakash Rao
Producer(s): Shatrujit Paul
Music Director(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Release on: 20th August, 1965
Bahu Beti (1965) Songs Lyrics
Meri Mang Ke Rang Me
by Asha Bhosle
Rangin Fiza Hai
by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro
by Asha Bhosle
Meri Jaan Na Sata Tu
by Mohammed Rafi
Aaj Hai Karwa Chauth
by Asha Bhosle
Jiyo To Aise Jiyo
by Mohammed Rafi
Sab Mein Shamil Ho Magar
by Mohammed Rafi
Thursday, 16 May 2019
Chalke Teri Aankho Se Sharab Aur Jyada Lyrics - Arzoo (1965)
Chalke Teri Aankho Se Sharab Aur Jyada Lyrics - Arzoo (1965)
Movie/album: Arzoo (1965)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Ramanand Sagar
Music Label: Saregama
Starring: Sadhana, Rajendra Kumar, Feroz Khan
Release on: 18th October, 1965
Chalke Teri Aankho Se Sharab Aur Jyada Song Lyrics
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Khilte rahe hoto ke gulab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Kya bat hai jane teri mehfil me sitamgar
Kya bat hai jane teri mehfil me sitamgar
Kya bat hai jane teri mehfil me sitamgar
Dhadke hain dil-e-khana, kharaab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Iss dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
Iss dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
Iss dil me abhi aur bhi jakhmo ki jagah hai
Abb ruki katari ko duaab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
Tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
Tu ishq ke tufan ko baho me jakad le
Allah kare jore shabab aur jyada
Chalke teri aankho se sharab aur jyada
Khilte rahe hoto ke gulab aur jyada.
Aji Hamse Bachkar Kahan Jaaiyega Lyrics - Arzoo (1965)
Aji Hamse Bachkar Kahan Jaaiyega Lyrics - Arzoo (1965)
Movie/album: Arzoo (1965)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Ramanand Sagar
Music Label: Saregama
Starring: Sadhana, Rajendra Kumar, Feroz Khan
Release on: 18th October, 1965
Aji Hamse Bachkar Kahan Jaaiyega Song Lyrics
Aji hamse bachkar kahan jaaiyega
Jahan jaaiyega hame paaiyega
Aji hamse bachkar
Yeh kaisa nasha hai yeh kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bas me najar hai
Jara hosh aa le chale jaaiyega
Jara hosh aa le chale jaaiyega
Theher jaaiyega theher jaaiyega
Aji hamse bachkar kahan jaaiyega
Jahan jaaiyega hame payiyega
Aji hamse bachkar kahan jaaiyega
Jahan jaaiyega hame payiyega
Aji hamse bachkar.
Ai Phulon Ki Raani Bahaaron Ki Malikaa Lyrics - Arzoo (1965)
Ai Phulon Ki Raani Bahaaron Ki Malikaa Lyrics - Arzoo (1965)
Movie/album: Arzoo (1965)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Ramanand Sagar
Music Label: Saregama
Starring: Sadhana, Rajendra Kumar, Feroz Khan
Release on: 18th October, 1965
Ai Phulon Ki Raani Bahaaron Ki Malikaa Song Lyrics
Ai phulo ki rani baharo ki malika
Tera muskurana gajab ho gaya
Ai phulo ki rani baharo ki malika
Tera muskurana gajab ho gaya
Na dil hosh me hai na ham hosh me
Hai najar ka milana gajab ho gaya
Tere hont kya hai gulabi kanwal hai
Ye do patiya pyar ki ik gazal hai
Woh najuk labo se mohobbat ki bate
Hami ko sunana gajab hogaya
Ai phulo ki rani baharo ki malika
Tera muskurana gajab ho gaya
Kabhi ghul ke milna kabhi khud jhijhakna
Kabhi rasto par behekna machalna
Ye palko ki chilman uthakar girana
Girakar uthana gazab ho gaya
Ai phulo ki rani baharo ki malika
Tera muskurana gajab ho gaya
Fizaao me thadak ghataa bhar jawaani
Tere gesuo ki badi meharbani
Har ik pech me saikado maikade hai
Tera ladkhadana gazab ho gaya
Ai phulo ki rani baharo ki malika
Tera muskurana gajab ho gaya
Na dil hosh me hai na ham hosh me
Hai najar ka milana gajab ho gaya.