lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 19 August 2018

Mere Gore Galon Ka Lyrics - Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)

No comments :



Movie/album: Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Director: J. Om Prakash

Music Label: Polydor

Starring: Rajesh Khanna, Zeenat Aman

Release on: 16th December, 1977


Mere Gore Galon Ka Song Lyrics


Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka ho o
Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka

Dekha tere naino ke darpan me chehra to
Khud ko nahi pahchani haye
Aa gayi mujhpe jawani
Dekha tere naino ke darpan me chehra to
Khud ko nahi pahchani haye
Aa gayi mujhpe jawani
Dekhe balam mai kitna badal gayi
Sharam ke mare meri jaan nikal gayi

Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka

Pardesi gajaro ki kaliyo se
Aati hai desh ke phjulo ki khusbhu
Haye haye aisa kiya tune jaadu
Pardesi gajaro ki kaliyo se
Aati hai desh ke phjulo ki khusbhu
Haye haye aisa kiya tune jaadu
Kaha se kaha mai chali
Gayi bato bato me
Ye sab hua bato bato me

Mere gore ghalo ka reshami balo ka
Rang ka fika padh gaya
Be tere ishq ka rang chad gaya ho o
Mere gore ghalo ka.


No comments :

Post a Comment