Thursday, 16 August 2018
O Yaron Maaf Karana Lyrics - Aa Ab Laut Chalen (1999)
Movie/album: Aa Ab Laut Chalen (1999)
Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Kumar Sanu, Saud Khan, Shabbir Kumar, Sonu Nigam
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director: Rishi Kapoor
Music Label: Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Akshaye Khanna, Moushumi Chatterjee, Aishwarya Rai Bachchan, Navin Nischol, Kader Khan, Paresh Rawal, Jaspal Bhatti, Suman Ranganathan, Satish Kaushik, Alok Nath, Himani Shivpuri
Release on: 22nd January, 1999
O Yaron Maaf Karana Song Lyrics
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hoon
Kuch apne bareme samjhane aaya hoon
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hoon
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hoon
Kuch apne bareme samjhane aya hoon
Main hoon pardeshi naujawan,
Dil mein rahne aaya hoon
Dil mein rahne aaya hoon
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hoon
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hoon
Oy..oy…oy…mere ehle vatan,
O tera kya kahna
Nasrino saman, o tera kya kahna
Khushboo e chaman tera kya kehna
Meri gango jaman tera kya kehna
Oy…oy…oy…ae desh se aanewale bata
Kaisa hai mera mehboob vatan
Kaisa hai mera mehboob vatan
Kya ab bhi vahan khaliyanome,
Sab neem ke niche sote hai
Kya ab bhi vahan bachpanwale,
Woh khel suhane hote hai
Kya ab bhi vahan rajarani ke,
Kisse dadi sunati hai
Kya ab bhi vahan per bachhon ko,
Maa lori ga ke sunati hai
Kya ab bhi vahan baisakhi mein,
Sab jhumke bhangda pande hai
Oy…oy…oy…kya ab bhi vahan barato mein,
Sab tashe dhol bajande hai
Oy…oy…oy…kya ab bhi vahan ke
Dhabo mein milti hai makke di roti
Oy…oy…oy…kya ab bhi vahan ke
Melo mein udti hai hasinoki choti
Tere desh ki mitti ki
Vohi khushboo laya hoon,
Vohi khushboo laya hoon
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hoon
Kuch apne bare me samjhane aaya hoon….
Ae mere vatan kurbaan
Tu meri aan…vai vai…tu meri shan…vai vai
Tu meri jaan…vai vai…tujhpe kurbaan…vai vai
Mera armaan…vai vai…meri pahchan…vai vai
Mera imaan…vai vai…tujhpe kurbaan…vai vai
Kya ab bhi muhobbat ki lahre
Uthti hai chanab ke pani se
Kya ab bhi suroor chalkta hai
Madmast hawa ki rawani se
Kya ab bhi vahan pe
Galib meer ki gazle gaayi jaati hai
Kya ab bhi vahan pe
Mastani mahfilen sajai jaati hai
Kya ab bhi vahan ki iado mein
Aati hai sevayiyoki khushboo
Kya ab bhi vahan tyoharo mein
Lagte hai woh mele harsoo
Kya ab bhi vahan per shadi mein
Dulhe ka sehra gaate hai
Kya ab bhi vahan khushhaali mein
Ghar ghar laddo bhijwate hai
Tu laga le gale mujhko
Main bhi tera hi sayaan hoon
Main bhi tera hi sayaan hoon
O yaaro maaf karna kuch kahne aaya hu
Kuch apne bare me samjhane aaya hoon
Main hoon pardeshi naujawan,
Dil mein rahne aaya hoon
Main hoon pardeshi naujawan,
Dil mein rahne aaya hoon
Main hoon pardeshi naujawan,
Dil mein rahne aaya hoon
Aa…aa…aa…aa…
Aa…aa…aa…aa…
No comments :
Post a Comment