lyrics of hindi bollywoood songs

Friday 3 August 2018

Rab Ka Shukrana Lyrics from Jannat 2

No comments :

Song: Rab Ka Shukrana
Movie: Jannat 2
Singer(s): Mohit Chauhan
Music By: Pritam Chakraborty
Lyricist(s): Sayeed Quadri


Tu hai ab jo baahon mein qarar hai rab ka shukrana
Saanson mein hai nasha khumar hai rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana
Rab ka shukrana
(Tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila
Tujhme simtu aa main bikhru teri baahon mein) - 2
Fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana
Khwabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana
Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana

(Sab se ho jaaun pare jo ishaara too kare
Ab toh rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main) - 2
Ho teri baahon mein
Jazbon ka toh naya bayaan hai rab ka shukrana
Naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana
Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai tu rab ka shukrana
Rab ka shukrana


No comments :

Post a Comment