Friday, 3 August 2018
Tera Deedar Hua Lyrics from Jannat 2
Song: Tera Deedar Hua
Movie: Jannat 2 
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan
Music By: Sayeed Quadri
Lyricist(s): Pritam Chakraborty
 (Yun tera muskurana aur aake chale jaana - 2
 Kismat ka hai khul jaana
 Tera deedar hua pehla sa pyaar hua
 Pehli hi baar hua iss dil ko
 Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua
 Jaane kya yaar hua iss dil ko) - 2
 
 (Tujhse mila toh jaagi duaayein
 Aur nazar ne sajda kiya
 Jannat zameen pe aayi utar ke
 Khushiyon ne jaise chun sa liya) - 2
 Har manjar dilnasheen hai aha
 Tu hi tu har kahin hai aha
 Oh teri yeh rajaayein toh hai saari qatilana
 Tera deedar hua pehla sa pyaar hua
 Pehli hi baar hua iss dil ko
 Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua
 Jaane kya yaar hua iss dil ko
 
 Tere bina main tanha tha har pal
 Honthon pe har dum thi tishnagi
 Maqsad nahi tha sapne nahi thay
 Thi zindagi mein aawargi
 Tu mera rehnuma hai aha
 Manjil hai raasta hai aha
 O mere liye tu toh jaise rab ka hai nazrana
 Tera deedar hua pehla sa pyaar hua
 Pehli hi baar hua iss dil ko
 Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua
 Jaane kya yaar hua iss dil ko
 
 Yun tera muskurana aur aake chale jaana - 2
 Kismat ka hai khul jaana
 Tera deedar hua pehla sa pyaar hua
 Pehli hi baar hua iss dil ko
 Naa toh inkaar hua naa hi iqraar hua
 Jaane kya yaar hua iss dil ko
 
 
   
  
No comments :
Post a Comment