lyrics of hindi bollywoood songs

Wednesday 15 August 2018

Tan Ke Tambure Mein Lyrics - Janam Janam Ke Phere (1957)

No comments :




Movie/album: Janam Janam Ke Phere (1957)

Singers: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Song Lyricists: Bharat Vyas

Music Composer: S. N. Tripathi

Music Director: S. N. Tripathi

Director: Manmohan Desai

Music Label: Saregama

Starring: Nirupa Roy, Manher Desai, B.M. Vyas


Tan Ke Tambure Mein Song Lyrics


Man ka andhiya mita
Faila amar parkash
Naino ne darshan kiye
Bujhi harday ki pyas
Tan ke tambure mein do
Saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure mein do
Saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Ab to is tan ke mandir mein
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Ab to is tan ke mandir mein
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Magan hua man mera
Magan hua man mera
Chuta janam janam ka fera re
Janam janam ka fera
Man ko muraliya mein
Man ko muraliya mein
Man ko muraliya mein
Sur ka singar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure mein
Do saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Ram nam ja heera paya
Ram nam ja heera paya
Shyam nam ka moti
Jagi re jagmag jyoti
Pyasi do ankhiyo mein
Pyasi do ankhiyo mein
Pyasi do ankhiyo mein
Aasu ki dhar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Tan ke tambure mein
Do saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram


No comments :

Post a Comment