lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label 1957. Show all posts

Sunday, 2 February 2020

Do Din Ki Mohabbat Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Talat Mahmood

Song Lyricists: Kaif Irfani

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Sad

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Do Din Ki Mohabbat Song Lyrics


Do din ki mohabbat me hamne
Kuchh khoya hai kuchh paya hai
Do gum ke aansu hamko mile
Jine ka chain gawaya hai
Do din ki mohabbat me hamne

Arman hai jo nikale hi nahi
Kuch aasu hai jo bahe nahi
Arman hai jo nikale hi nahi
Kuch aasu hai jo bahe nahi
Kuch aise bhi afsane hai
Jo hamne kisi se kahe nahi
Kuch hansi me badle hai aansu
Aur apna dard chhupaya hai
Do din ki mohabbat me hamne



Ai dil tu hame tadpata tha
Le hamne rulaya hai tujhko
Ai dil ki lagi tu jalati thi
Le hamne jalaya hai tujhko
Is dard ko wo jane jisne
Ghar apna kabhi jalaya hai
Do din ki mohabbat me hamne

Is bat pe khush hai divana
Mere jakhm kisi ke kam aaye
Is bat pe khush hai divana
Mere jakhm kisi ke kam aaye
Ek rog naya ham le baithe
Kya jane kab aaram aaye
Ai dil itna betab na ho
Jab gum ko gale lagaya hai
Do din ki mohabbat me hamne.


Teri Chamakti Aankho Ke Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Romantic

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Teri Chamakti Aankho Ke Song Lyrics


Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi
Tu jo badha de hath zara
Dunia ke sahare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi

Man liya dilkash hai bahut
Ye rat hasi ye chand java
Man liya dilkash hai bahut
Ye rat hasi ye chand java
Baat jo dekhi hai tujh me
Nazaro me vo baat kaha
Samne mere tu ho agar
Duniya ke nazare kuchh bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi



Sath hai mere tu jab tak
Roshan hai jivan ki rahe
Sath hai mere tu jab tak
Roshan hai jivan ki rahe
Kyu ho mujhe manzil ka gam
Patvar hai jab teri bahe
Manjhi hai gar tu naiya ka
Tufan ke dhare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi

Bandh liya bandhan me tumhe

Bas me kar liya baharo ko
Hai ye vo bandhan jo kar de
Azad gamo ke maro ko
Pyar ki tere chav mile to
Gam ke sharare kuch bhi nahi
Teri chamakti aankho ke aage
Ye sitare kuch bhi nahi.


Aane Wale Kal Ki Tum Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Music Composer: Madan Mohan Kohli


Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Motivational

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Aane Wale Kal Ki Tum Song Lyrics

Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho

Tum ho kisi kutiya ke deepak
Jag me ujala kar doge
Bholi bhali muskano se
Sabki jholi bhar doge
Haste chalo jamane me
Tum chalta hua ek teer ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho



Nam na lena rone ka
Roto ko hasane aye ho
Nahi ruthna tum kabhi bhi
Ke tum ruthe ko manane aaye ho
Jo ruthi takdir badal de tum aisi tabdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho

Ek din honge jami aasma
Chand sitare hatho me
Hogi ek din bagdor
Bharat ki tumhari hatho me
Ek din honge jami aasma
Chand sitare hatho me
Hogi ek din bagdor
Bharat ki tumhari hatho me
Tod sake na dusman jisko
Tum aisi janjir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho.


Le Le Dard Paraya Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Song Lyricists: Chandrashekhar Rajit

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Sad

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Le Le Dard Paraya Song Lyrics


Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi

Khushi aur ko deke tu le le gham
Teri har bhi jit se kuch na kam
Khushi aur ko deke tu le le gham
Teri har bhi jit se kuch na kam
Jit se kuch na kam
Jo kisike kam aaya
Jis ne roto ko hasaya
Uski kishti bhi kinare lag hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi



Jiya apni khatir
To wo kya jiya
Kiya kud ko khushhal
To wo kya kiya
Jiya apni khatir
To wo kya jiya
Kiya kud ko khushhal
To wo kya kiya
Tu bahar ban ja
Sari duniya pe chha
Murjhayi kali bhi khil hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi

Tu dunia me apna
Nishan chhod jaa
Rahe yad woh
Dasta chhod jaa
Tu dunia me apna
Nishan chhod jaa
Rahe yad woh
Dasta chhod jaa
Dasta chhod jaa
Jo ho jindagi se hara
Ban ja uska sahara
Teri manjil bhi
Tujhe mil hi jayegi
Le le dard paraya
Karde dur gham ka saya
Teri khushi tujhko mil hi jayegi.


Mai Khadi Khadi Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi)

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Happy

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Mai Khadi Khadi Song Lyrics

Mai khadi mai khadi
Soch rahi ek badi baat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi khadi
Soch rahi ek badi baat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi khadi

Duniya kahe chori
Chori milna nahi tu
Dil kahe mile bina jalna nahi tu
Haye haye jalna nahi
Dil kahe jalna nahi tu
Kaise huye kaise huye
Fir bala unse mulakat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Fir bala unse mulakat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi mai khadi
Soch rahi ek badi baat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi khadi



Aage aage raja aaye
Godhe pe sawar
Are piche piche dulhan
Aaye dholi se sawar
Are piche piche dulhan
Aaye dholi se sawar
Aur barse huye wo barse huye
Suman ki barsat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi mai khadi
Soch rahi ek badi baat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi khadi

Unse milan ki wo chali gayi rain
Haye ruke ruke chain
Jhuke jhuke chain
Haye ruke ruke chain
Jhuke jhuke chain
Dadkate huye dhadkate huye
Dil pe mera hoga hath re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi mai khadi
Soch rahi ek badi baat re
Aayenge kab saiya
Le ke barat re
Mai khadi khadi.


Tum Mere Swami Antaryami Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar

Song Lyricists: Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi)

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Pray

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Tum Mere Swami Antaryami Song Lyrics



Tum mere swami antaryami
Maat pita tum mere
Tum mere tan man tum mere jiwan
Badhu sakha tum mere
Tum mere swami antaryami

Mere man ki tu hi jane
Jau kise mai or sunane
Mere man ki tu hi jane
Jau kise mai or sunane
Dukhiya man ki karun kahani
Tu hi ek sunhere
Tum mere swami antaryami



Charo or uthi hai andhi
Charo or uthi hai andhi
Ajab sadhna maine sadhi
Aachal me ek deep chhupaya
Kabhi na haye bujhe re

Tum mere swami antaryami
Maat pita tum mere
Tum mere tan man tum mere jiwan
Badhu sakha tum mere
Tum mere swami antaryami.


Ek Gadi Idhar Se Lyrics - Chhote Babu (1957)

No comments :




Movie/album: Chhote Babu (1957)

Singers: Asha Bhosle, Shamshad Begum

Song Lyricists: Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi)

Music Composer: Madan Mohan Kohli

Music Director: Madan Mohan Kohli

Genres: Playful

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra


Ek Gadi Idhar Se Song Lyrics



Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Takaryi to jalim ye duniya
Hasi aur kahne lagi
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala

Bade ban than ke hum nilke
Bade saj dhaj ke wo nikle
Bade ban than ke hum nilke
Bade saj dhaj ke wo nikle
Najar ke brand palam par
Kuch wo fisle kuch hum fisle
Najar ke brand palam par
Kuch wo fisle kuch hum fisle
Hi takkar apas me
To bole dekhne wale
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala



Ajab gadi hai ye babu
Ajab iska chalana hai
Kafir joki aa baithi
Kahi usko diwana hai
Kafir joki aa baithi
Kahi usko diwana hai
Na patri hai na station hai
Jaha takraye waha jungle hai
Na driver hai na carder hai
Na babu hai tikat wala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala

Are o dekhne walo na
Jisko tair kar dekha
Are o dekhne walo na
Jisko tair kar dekha
Ye gadi chal padi dekho
Dekho idhar dekho
Yaha siti nahi bajti
Yaha jhandi nahi hilti
Wahi ruk jata hai injan
Jaha dal me kala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala.


Chhote Babu (1957)

No comments :

Chhote Babu (1957) Songs Lyrics


Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra

Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt

Music Director(s): Madan Mohan Kohli

Lyricist(s): Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi), Chandrashekhar Rajit, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Kaif Irfani

Composer(s): Madan Mohan Kohli

Chhote Babu (1957) Songs Lyrics


Ek Gadi Idhar Se
by Asha Bhosle, Shamshad Begum

Tum Mere Swami Antaryami
by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar

Mai Khadi Khadi
by Lata Mangeshkar

Le Le Dard Paraya
by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Aane Wale Kal Ki Tum
by Lata Mangeshkar

Teri Chamakti Aankho Ke
by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Do Din Ki Mohabbat
by Talat Mahmood


Tuesday, 31 December 2019

Koi Lakh Kare Chaturai Lyrics - Chandi Pooja (1957)

No comments :




Movie/album: Chandi Pooja (1957)

Singers: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Music Composer: Ajit Merchant

Music Director: Ajit Merchant

Director: Raman B. Desai

Music Label: Saregama

Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Prem, Adeeb, Sapru, Shanta Apte


Koi Lakh Kare Chaturai Song Lyrics


Koi lakh kare chaturai
Karam ka lekh mitte na re bhai
Karam ka lekh mitte na re bhai

Zara samjho iski sachai re
Karam ka lekh mitte na re bhai
Is duniya me bagya ke aage
Chale kisi ka upay
Kagad ho to tab koi banche
Karam na bancha jaye
Ek din isi kismat ke karan
Ban ko gaye the raghurayi re
Karam ka lekh mitte na re bhai
Koi lakh kare chaturai
Karam ka lekh mitte na re bhai
Karam ka lekh mitte na re bhai



Kahe manva dhiraj khota
Khahe tu nahak roye
Apna socha kabhi na hota
Bagya kare vo hoye
Chahe ho raja chahe bikhari
Tokar sabhi ne yaha khai re
Karam ka lekh mitte na re bhai
Koi lakh kare chaturai
Karam ka lekh mitte na re bhai
Karam ka lekh mitte na re bhai.


Ek Dharti Ka Rajkumar Lyrics - Chandi Pooja (1957)

No comments :



Movie/album: Chandi Pooja (1957)

Singers: Shamshad Begum

Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Music Composer: Ajit Merchant

Music Director: Ajit Merchant

Director: Raman B. Desai

Music Label: Saregama

Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Prem, Adeeb, Sapru, Shanta Apte


Ek Dharti Ka Rajkumar Song Lyrics

Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Apni basti chodd desh me
Ek naya sansar chala re
Chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar

Indar lok ki ser ko nikla
Ek nanha sa raja
Aaj khushi me khadi bichaye
Dur se bajta baja
Saral saral udd rahi chunariya
Saral saral udd rahi chunariya
Kya sundar rut paar
Chala re chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar



Pawan buharega iska
Angana megh barega pani
Roj rat kaha karegi
Pariya ise kahani
Chanda suraj honge iske
Chanda suraj honge iske
Mahal ke pehredar
Chala re chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar.


Ae Ji O Ji Kaho Badi Aaj Ki Lyrics - Chandi Pooja (1957)

No comments :




Movie/album: Chandi Pooja (1957)

Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Music Composer: Ajit Merchant

Music Director: N/A

Director: Raman B. Desai

Music Label: Saregama

Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Prem, Adeeb, Sapru, Shanta Apte


Ae Ji O Ji Kaho Badi Aaj Ki Song Lyrics


Ae ji o ji kaho badi aaj ki
Hai darvani raat zara jagte rehna
Ae ji o ji kaho badi beiman hai
Ye raat zara bach ke rehna
Aisa mat bolo ji lage mohe darr
Darr jo lage to gori aa jao idhar
Aisa mat bolo ji lage mohe darr
Darr jo lage to gori aa jao idhar
Tumhe kya khabar badi dur mera ghar
Mai hu tere paas gori fir kya fikar
Ae ji o ji kaho kahi ho na jaye
Aisi baat zara jagte rehna
Badi beiman hai ye raat
Zara bach ke rehna

Aaj ki ye raat badi hai kator
Hamko bata do ji kab ho gi bor
Aaj ki ye raat badi hai kator
Hamko bata do ji kab ho gi bor
Gori tera dil hua kahe kamjor
Suna ke rehta hai yaha ek chor
Ae ji o ji kaho badi buri hoti
Chor ki raat zara bach ke rehna
Badi aaj ki darvani hai raat
Zara jagte rehna



Kale kale ghan dekho bane dushaman
Bade dikhebaj hai ye lut lete man
Kale kale ghan dekho bane dushaman
Bade dikhebaj hai ye lut lete man
Koi to upay karo koi to jatan
Are iske liye dena hoga
Pyar ka jatan ae ji o ji kaho
Dekho chod na dena
Mera hath zara jagte rehna.


Chandi Pooja (1957)

No comments :

Chandi Pooja (1957) Songs Lyrics


Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Prem, Adeeb, Sapru, Shanta Apte

Director: Raman B. Desai

Music Director(s): Ajit Merchant

Lyricist(s): Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Composer(s): Ajit Merchant

Chandi Pooja (1957) Songs Lyrics


Ae Ji O Ji Kaho Badi Aaj Ki
by Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Ek Dharti Ka Rajkumar
by Shamshad Begum

Koi Lakh Kare Chaturai
by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)


Saturday, 28 December 2019

Khuli Hawa Mein Dole Re Lyrics - Champakali (1957)

No comments :




Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Khuli Hawa Mein Dole Re Song Lyrics


Khuli hawa me dole re
Aaj mera man bole re
Dil ki davaa le ke
Aayega saawariya
Khuli hawa me dole re
Aaj mera man bole re
Dil ki davaa le ke
Aayega saawariya

Badariyaa jo chhaai
Sadesava aisa laai
Ki sun sun mai to
Sharamaai ghabaraai
Badariyaa jo chhaai
Sadesava aisa laai
Ki sun sun mai to
Sharamaai ghabaraai
Kisi ne chori chori mere
Ghunghat ke pat khole re
Laaj ki maari mai to
Hui re baavariyaa
Khuli hawa me dole re
Aaj mera man bole re
Dil ki davaa le ke
Aayega saawariya



Mai ankhiyaan jhukaaun
Yaa mukhada chhupaaun
Samajh nahi aae
Muje haay kithe jaaun
Mai ankhiyaan jhukaaun
Yaa mukhada chhupaaun
Samajh nahi aae muje
Haay kithe jaaun
Aaj kisi ne mujhe pukara
Pyaar se haule haule re
Zuk zuk haaye meri najariya
Khuli hawa me dole re aaj
Mera man bole re
Dil ki davaa le ke
Aayega saawariya.


Na Jane Yeh Chanda Lyrics - Champakali (1957)

No comments :



Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Na Jane Yeh Chanda Song Lyrics


Naa jaane ye chanda
Naa jaane ye sitaare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare
Naa jaane ye chanda
Naa jaane ye sitaare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare

Ankhiyon men jhoomati
Pyaar bhari baat hai
Chaandani men dwaar
Khadi piya kii baaraat hai
Ankhiyon men jhoomati
Pyaar bhari baat hai
Chaandani men dwaar
Khadi piya kii baaraat hai
Laakh kare ghoonghat
Ki ot se ishaare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare
Naa jaane ye chanda
Naa jaane ye sitaare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare



Man ki muraad meri
Jhoom rahin saath mere
Rasiyake sath hai
Mehndivale hath mere
Man ki muraad meri
Jhoom rahin saath mere
Rasiyake sath hai
Mehndivale hath mere
Naav meri aasha
Ki lagi hai kinaare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare
Naa jaane ye chanda
Naa jaane ye sitaare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare
Aaj mere sapane
Kisi ne rang daare.


O Ji O Ji Chhodo Bhi Lyrics - Champakali (1957)

No comments :




Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


O Ji O Ji Chhodo Bhi Song Lyrics


O ji o ji chhodo bhi
Dupatta mera
Jaadugar balama
O ji o ji chhodo bhi
Dupatta mera
Jaadugar balama
Na ji naa ji hame
Majabur kare
Naina tere zalima
O ji o ji chhodo bhi
Dupatta mera

Dekho mere naino ko
Dena ilzaam
Nahi dena ilzaam ji
Gali gali kahin ho na jaaun
Badnaam ho na
Jaaun badnaam ji
Dekho mere naino ko na
Dena ilzaam
Nahi dena ilzaam ji
Gali gali kahin ho na jaaun
Badnaam ho na
Jaaun badnaam ji
Haan ji haan ji
Tuje mashahur kare
Naina tere zaalma
O ji o ji chhodo
Bhi dupatta mera
Jaadugar balama
Jaadugar balama



Bolo kaise rakhun mai ye
Mukhada chhupaake
Chhupega na chaand kaa ye
Tukada chhupaane se
Bolo kaise rakhun mai ye
Mukhada chhupaake
Chhupega na chaand kaa ye
Tukada chhupaane se
Lo ji lo ji nit nai chhed kare
Jaadugar balama
Naaji naaji hame majbur
Kare naina tere jalima
O ji o ji chhodo
Bhi dupatta mera
Jaadugar balama
Jaadugar balama.


Chhup Gaya Koi Re Lyrics - Champakali (1957)

No comments :




Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Chhup Gaya Koi Re Song Lyrics


(3 votes, average: 4.00 out of 5)
Chhup gaya koi re
Door se pukaar ke
Dard anokhe haye
De gaya pyaar ke
Chhup gaya koi re
Door se pukaar ke
Dard anokhe haye
De gaya pyaar ke

Aaj hain suni suni
Dil ki ye galiyaan
Ban gayi kaante meri
Khushiyon ki kaliyaan
Aaj hain suni suni
Dil ki ye galiyaan
Ban gayi kaante meri
Khushiyon ki kaliyaan
Pyaar bhi khoyaa
Maine sab kuchh haar ke
Dard anokhe haye
De gaya pyaar ke
Chhup gaya koi re
Door se pukaar ke
Dard anokhe haye
De gaya pyaar ke



Aakhiyo se nind gayi
Manwa se chain re
Chhup chhup roye mere
Khoye khoye nain re
Aakhiyo se nind gayi
Manwa se chain re
Chhup chhup roye mere
Khoye khoye nain re
Haay yahi to mere
Din the singaar ke
Dard anokhe haye
De gaya pyaar ke
Chhup gaya koi re
Door se pukaar ke
Dard anokhe haye
De gaya pyaar ke.


Tere Badalon Ki Khair Lyrics - Champakali (1957)

No comments :




Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Tere Badalon Ki Khair Song Lyrics


Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair
Mere pyaar ki naiya
Ko bhi paani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair
Mere pyaar ki naiya
Ko bhi paani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair

Subah saveretu hi bikhere
Shabanam ke ye moti
Teri dayaa ke dam se
Patti patti mukhadaa dhoti
Subah saveretu hi bikhere
Shabanam ke ye moti
Teri dayaa ke dam se
Patti patti mukhadaa dhoti
Kiye itane kamaal
Sun mera bhi savaal
Kiye itane kamaal
Sun mera bhi savaal
Kahaan jal ko
Chhipaya nishaani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair
Mere pyaar ki naiya
Ko bhi paani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair



Ghum rahi main nagari
Nagari ye jholi phailaayen
Ghaayal man par phir bhi
Kisi ko raham zara naa aaen
Teri duniya me der
Par nahin hai andher
Meri dag mag
Naiya ko ravaani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair
Mere pyaar ki naiya
Ko bhi paani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair

Tere hote prit kisi ki
Ye duniya kyon loote
Tu chaahe to patthar se bhi
Jhar jhar jharna phoote
Main to aai tere dwar
Meri bigadi sanvaar
Ab der naa kar zindagaani de
Tere badalon ki khair
Tere sagaron ki khair
Mere pyaar ki naiya ko bhi
Paani de zindgani de.


Aa Jao Rasiya Sawan Ke Din Aaye Lyrics - Champakali (1957)

No comments :





Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Aa Jao Rasiya Sawan Ke Din Aaye Song Lyrics


Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye

Unki baho me koyal ki kuk re
Uthi dil se mohabbat ki huk re
Unki baho me koyal ki kuk re
Uthi dil se mohabbat ki huk re
Saiya jis din mile kali dil ki khile
Mit jayegi virah ki bukh re
Koi jake khabar laye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye



Teri payal ki cham cham ke geet re
Aaya sun sun le pardeshi meet re
Teri payal ki cham cham ke geet re
Aaya sun sun le pardeshi meet re
Ho naina karjra laga
Baiya gajra saja
Jage manwa me soi soi preet re
Kahe ghunght me gori sharmaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye

Aayi saj dhaj ke phulo ki doliya
Piche piche hai bhawro ki toliya
Aayi saj dhaj ke phulo ki doliya
Piche piche hai bhawro ki toliya
Dekho dekho agar takrai najar
Dil bolega mithi mithi boliya
He ri he ri sajan man bhaye
O rasiya sawan ke din aaye



Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Wo ghata kari kari jiya tadpaye
O rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye
Aa jao rasiya sawan ke din aaye.


Ja Re O Makhanchor Lyrics - Champakali (1957)

No comments :




Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Ja Re O Makhanchor Song Lyrics


(No Ratings Yet)
Ja re ja re o makhan chor
Chalegi na ye chori
Teri ye jora jori o chaliya
Ja re ja re o makhan chor
Chalegi na ye chori
Teri ye jora jori o chaliya
Ja re o makhan chor

Ja ja kahe machawat shor
Kabhi na chodu gori
Ye bahiya gori gori
Kahe machawat shor
Aisi thitholi karo ka tum rasiya
Kon ho tum hamare
Aisi thitholi karo ka tum rasiya
Kon ho tum hamare



Hota hai gori jo
Chakori ka chanda
Hum wohi hai tumhare
Dekho ji dekho
Mera bhola manwa
Samjhe nahi ishare
Ja re ja re o makhan chor
Chalegi na ye chori
Teri ye jora jori o chaliya
Ja re o makhan chor

Mai bansi tu tan
Tera mera sath purna
Mai bansi tu tan
Tera mera sath purna
Rahne do ye bat
Chalega na ji koi bahana
Mano na mano
Tumhe dil ki kasam hai
Apna hame banana
Kahe machawat shor
Kabhi na chodu gori
Ye bahiya gori gori
Kahe machawat shor



Hato ji hato meri
Chhodo dagariya
Yu hame na fasao
Hato ji hato meri
Chhodo dagariya
Yu hame na satao
Jane se pahle
Mere dil ki nagariya
Muskurake bachao
Janu na janu kaisa
Dil hai tumhara
Pahle dil to dikhao.


Naam He Mora Sai Baba Lyrics - Champakali (1957)

No comments :




Movie/album: Champakali (1957)

Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Director: Nandlal Jaswantlal

Music Label: Saregama

Starring: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran


Naam He Mora Sai Baba Song Lyrics


Zindagi bhar jap
Ab to hari nam
He mora sai baba
Jindagi bhar jap
Ab to hari nam
He mora sai baba
He he rama ho
Rama ho rama ho
He he rama ho
Rama ho rama ho
Zindagi bhar jap
Ab to hari nam
He mora sai baba

Nahi mora kam kachu
Rupaiya se paisa se
He he rama ho
Rama ho rama ho
Nahi mora kam kachu
Rupaiya se paisa se
Mora sai baba
Pani bhi ye jag suna
He mera sai baba
Pani bhi ye jag suna
He mera sai baba
He he rama ho
Rama ho rama ho
Zindagi bhar jap
Ab to hari nam
He mora sai baba



Nahi mora kam kachu
Rupaiya se paisa se
He he rama ho
Rama ho rama ho
Nahi mora kam kachu
Rupaiya se paisa se
Mora sai baba.