lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday 29 November 2018

Aaj Ki Awaz (Title) Lyrics - Aaj Ki Awaz (1984)

No comments :



Movie/album: Aaj Ki Awaz (1984)

Singers: Mahendra Kapoor

Song Lyricists: Hasan Kamal

Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Director: Ravi Chopra

Music Label: Saregama

Starring: Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar

Release on: 7th September, 1984


Aaj Ki Awaz (Title) Song Lyrics



Aaj ki awaz
Aaj ki awaz jag aye insan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz jag aye insan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz

Zindagi kitni behifazat hai
Kal bhi aayega kya jamanat hai
Din paresan hai raat hai hairan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz



Karke saye mein agar jawa hongi
Ye nayi nashle kal kaha hongi
Hosh mein aa ja ab to aye nadan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz

Kya nagar hai ye kaisi basti hai
Ya to mitti se jan sashti hai
Zindagi muskil maut hai asan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz

Dekh ghar aangan lut nahi jaye
Pyar ke rishte chut nahi jaye
Kal bachane ka aaj hi kar dhyan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz jag aye insan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki awaz.


No comments :

Post a Comment