lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 18 November 2018

Be aib OST lyrics, ARY digital

No comments :

Bay Aib OST Lyrics By Asrar Ahmad ARY Digital




Bay Aib OST Lyrics By ASRAR AHMAD ARY Digital

Aa ve mahi meri saah ban ja
Saanson nal teno chakhiye
Teno apna sab kuch man ke
Sir qadman vich rakhiye

Koi yahan parsa nahi
Koi nahi be khak zameen
Itna bhi na aazma hamein
Koi yahan be-aib nahi

Dil to hai sheeshe jaisa
Thais na lawein mere haniya
Mere haaniya
Aib dikha ke meno rog na lawein
Mere haniya, mere haniya

Kiun na sataye koi, kiun na rulaye
Itna na door jaye lot na paaye

Dil to hai sheeshe jaisa
Thais na lawein mere haniya
Mere haaniya

Apni khataoun jaisi apni sazaein hain
Jhote hain rishte sare jhoti wafaein hain

Apni ana ki khatir torr diye dil
Mangein bhi to kiya maangein rothi duaein hain

Aise na dunya mein zulm kamawein
Mere haaniya, Mere haniya
Aib dikha ke meno rog na lawein
Mere haniya, mere haniya

Chaha tha dil se jis ko, dil se juda hai kiun
Koi khushi ka lamha aanso bana hai kiun

Mann ki manderon par barson jalaya tha
Pal mein diya wo jane bujhne laga hai kiun

Yon meri raahon mein na dhool urrawein
Mere haaniya, Mere haniya
Aib dikha ke meno rog na lawein
Mere haniya, mere haniya

Kiun na sataye koi, kiun na rulaye
Itna na door jaye lot na paaye

Dil to hai sheeshe jaisa
Thais na lawein mere haniya
Mere haaniya, Mere haniya...


No comments :

Post a Comment