lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday 22 November 2018

Dekho Ab To Kisi Ko Nahi Hai Khabar Lyrics - Janwar (1965)

No comments :




Movie/album: Janwar (1965)

Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, S.Balbir, Shiv Dayal Batish

Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: Bhappi Sonie

Music Label: Saregama

Starring: Shammi Kapoor, Rajshree

Release on: 1st January, 1965


Dekho Ab To Kisi Ko Nahi Hai Khabar Song Lyrics


Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar

Dam bhar ke hamdam
Mil jaate hain aksar
Aur jhoothi kasmein
Bhi khaaate hain
Par kahaan jo kahe tumse
Dam bhar ke hamdam
Mil jaate hain aksar
Aur jhoothi kasmein
Bhi khaaate hain
Par kahaan jo kahe tumse
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar



Halchal mein ham
Dono ki hasti har pal
Chhayi hai har su ye almasti
Meri jaan ye kahen tumse
Halchal mein ham
Dono ki hasti har pal
Chhayi hai har su ye almasti
Meri jaan ye kahen tumse
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar

Duniya se ab kyun pyaar
Chhupaayen ham tum
Bante hain afsaane ban jaaye
Ye samaan kuchh kahe tumse
Duniya se ab kyun pyaar
Chhupaayen ham tum
Bante hain afsaane ban jaaye
Ye samaan kuchh kahe tumse
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Dekho ab to kisko
Nahin hai khabar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar
Tumse hai dil ko pyaar


No comments :

Post a Comment