Wednesday, 14 November 2018
Duniya Mein Aisa Lyrics - Devar (1966)
Movie/album: Devar (1966)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Mohan Segal
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Kishore Kumar, Sharmila Tagore
Duniya Mein Aisa Song Lyrics
Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai
Koyee koyee apne piya key karib hai
Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai
Dur hee rehte hai unase kinare
Jinako naa koyee manjee par utare
Dur hee rehte hai unase kinare
Jinako naa koyee manjee par utare
Sath hain manjee toh kinara bhee karib hai
Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai
Chahe buza de koyee dipak sare
Preet bichhatee jaye rah me tare
Chahe buza de koyee dipak sare
Preet bichhatee jaye rah me tare
Preet deewaanee kee kahanee bhee ajib hai
Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai
Barakha kee rut ho ya din ho bahar key
Lagte hain sune sune bin tere pyar key
Too hain toh jindagee ko jindagee nasib hai
Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai
Koyee koyee apne piya key karib hai
Duniya me aisa kaha sab kaa nasib hai.
No comments :
Post a Comment