Saturday, 24 November 2018
Ek Bechara Pyar Ka Mara Lyrics - Waris (1969)
Movie/album: Waris (1969)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Director: Ramanna
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood, Neetu Singh
Release on: 3rd January, 1969
Ek Bechara Pyar Ka Mara Song Lyrics
Ek bechara haa
Pyar ka mara haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saayaa
Ek bechara haa
Pyaar kaa maaraa haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saya
Daaman na bachaao, nazare na churaao
Behosh kar ke hosh me to laao
Daaman na bachaao, nazare na churaao
Behosh kar ke hosh me to laao
Diwaanaa ban chukaa hun afasaanaa naa banaao
Ek bechara haa
Pyaar kaa mara haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saya
Pahalu me bithaa lo, aankho me chhupaa lo
Ai shaah-e-hasinaa bismil ki duaa lo
Pahalu me bithaa lo, aankho me chhupaa lo
Ai shaah-e-hasinaa bismil ki duaa lo
Kab tak rahoge tanhaa saathi koi banaa lo
Ek bechara haa
Pyaar kaa mara haa
Raaho me teri dekh padaa hai
Daal de jaanaan u u
Zulfo kaa saayaa.
No comments :
Post a Comment