lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 24 November 2018

Kaun Hai Woh Kaun Mujhe Lyrics - Waris (1969)

No comments :




Movie/album: Waris (1969)

Singers: Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Rahul Dev Burman

Music Director: Rahul Dev Burman

Director: Ramanna

Music Label: Saregama

Starring: Jeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood, Neetu Singh

Release on: 3rd January, 1969


Kaun Hai Woh Kaun Mujhe Song Lyrics


Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai
Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai

Yeh kangana yeh kjhunka
Yeh chunri yeh kajara kyon
Yeh mehandi yeh bindiya
Yeh payal yeh gajra kyon
Jante nahi kya mere sartaaj ko
Thehro main bulati hu
Abhi yamraj ko kaun hai
Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai



Yeh bhutna yeh baamna
Kyon aaya maala japane
Yeh bhutna yeh baamna
Kyon aaya maala japane
Kya samjhe yeh chhaliya
Dekhe devi ke sapanen
Byaahi hui devi se
Aankh jo lagayega
Yahi baithe baithe woh
Bhasam ho jaayega kaun hai
Kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey dharti pe yaar yamlok se bulaya
Arey kau kaun hai

Bol maiyya bol jaldi se khol
Bol maiyya bol jaldi se khol
Jaldi se khol beimaano ki potli



Chhod de chhode de
Din de maiyya chhod de
Kanya kunwari ka
Maaya jaal tod de

Yeh kanya kumari hai
Deewan ki dulaari hai
Yeh kanya kumari hai
Deewan ki dulaari hai
Ek hi bechari hai
Chhod de chhod de
Ek hi bechari hai
Chhod de chhod de
Chhod de chhode de
Din de maiyya chhod de
Chhod de chhode de
Din de maiyya chhod de

Bol maiyya bol bol
Maiyya bol bolgalla kaahe
Bol bol hoke prasanna
Kya khayegi charnon mein
Tere aam kela amrud hai
Peene ko maiyya
Bhuri gaay ka dudh
Bhul haai bhul hui
Ho maiyya bhul hui
Ho bhul hui bhul hui bhul hui
Maiyya maansdhaari hai
Phalwaale jaa kasaai ki baari hai
Hatao kharbuja hatao tarbuja
Arey jaldi se leke
Aaon murgi ka chussa
Arey murgi ka chalega
Ya bakre ka maans
Aadmi ka chalega
Toh haazir hai daant
Bali nahi chahiye
Jo achhe insaan ki
Toh charbi khilaaun
Kisi mote shaitaan ki
Maiyya chhod ho bindu
Chhod maaya jaal tod
Maiyya bhaag.


No comments :

Post a Comment