Monday, 5 November 2018
Hansti Aankho Ko Lyrics - Daku Aur Mahatma (1977)
Movie/album: Daku Aur Mahatma (1977)
Singers: Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh, Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Ravindra Jain
Music Composer: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Director: Ravikant Nagaich
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Reena Roy, Kabir Bedi, Yogita Bali, Raza Murad, Jairaj, Jankidas, Master Abbas
Hansti Aankho Ko Song Lyrics
Hasti aankho ko
O hasti aankho ko jisne asu diye hai
Use maaf kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna
Aao mai banadu tumhe sacha sipahi
Thoda jaldi banao
Desh ka ho bacha bacha sipahi
Hame ladna sikhado
Kam ye or kisi ko na dena
Apna badla aap hi lena
Kam ye or kisi ko na dena
Apna badla aap hi lena
phoolo jaise dil
phoolo jaise dil jisne kato se siye hai
Use maaf kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna
Hum veer jawan banenge
Julmo ke khilaf ladenge
Hum veer jawan banenge
Julmo ke khilaf ladenge
Hasti aankho ko
O hasti aankho ko jisne asu diye hai
Use maaf kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna
duniya me sab ban jaye jo aise
Ban jaye jo aise
Dekhe burai fir rahti hai kaise
Fir rahti hai kaise
Waqt badalte der na lage
Tabhi sawera jab hum jage
Waqt badalte der na lage
Tabhi sawera jab hum jage
Kal ki khushiya to sari tumhare liye hai
Koi pap kabhi na karna
Koi pap kabhi na karna
Use maaf kabhi na karenge
Hum badla leke rahenge
Use maaf kabhi na karenge
Hum badla leke rahenge
Hasti aankho ko
O hasti aankho ko jisne asu diye hai
Use maaf kabhi na karna
Koi pap kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna.
No comments :
Post a Comment