lyrics of hindi bollywoood songs

Friday 23 November 2018

Peepal Tale Ghar Mera Lyrics - Jeevan Saathi (1957)

No comments :




Movie/album: Jeevan Saathi (1957)

Singers: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Sudha Malhotra

Song Lyricists: Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)

Music Composer: Bulo C. Rani

Music Director: Bulo C. Rani

Director: R.S. Tara

Music Label: Saregama

Starring: Ashok Kumar, Usha Kiran, Anoop Kumar, Jabeen Jalil, Daisy Irani, Amarnath, Shammi, Murad, Pratima Devi


Peepal Tale Ghar Mera Song Lyrics


(No Ratings Yet)
Peepal tale ghar mera
Kabhi bhule se mar sajan
Fera peepal tale ghar mera
Kabhi bhule se mar sajan
Fera mar sajan fera
Dunia ki najro se bach bach ke chal
Dunia ki najro se bach bach ke chal
Kahi jaye na jal do dilo ka basera
Kabhi bhule se mar
Kabhi mar sajan fera
Pipal tale ghar mera
Kabhi bhule se mar sajan fera
Jhan jhan jhan jhanjhola re
Jhan jhan jhan jhanjhola re
Jhan jhan jhan jhanjhola re
Jhan jhan jhan jhanjhola re

Chori chori dil ki tah me
Pyar tera pala hai
Chori chori dil ki tah me
Pyar tera pala hai
Pyar tera pala hai
Dhadkano ki loriya dekar
Ise sambhala hai
Mera dil nahi
Tere pyar ka hai dera
Kabhi bhule se mar
Kabhi mar sajan fera
Pipal tale ghar mera
Kabhi bhule se mar sajan fera
Haiyo haiyo re hamba
Haiyo haiyo re hamba



Hare hare khet lahlahaye
Jhum jhum ke jaise kisi pyare ka
Aaye mukhda chum ke
Hare hare khet lahlahaye
Jhum jhum ke jaise kisi pyare ka
Aaye mukhda chum ke
Kheto me dhan paka
Kheto me dhan paka
Dil me paka pyar tera
Kabhi bhule se mar
Kabhi mar sajan fera
Pipal tale ghar mera
Kabhi bhule se mar sajan fera
Jhan jhan jhan jhanjhola re
Jhan jhan jhan jhanjhola re
Jhan jhan jhan jhanjhola re
Jhan jhan jhan jhanjhola re.


No comments :

Post a Comment