Monday, 3 December 2018
Badnaam Ho Gaya Dil Lyrics - Aan Baan (1972)
Movie/album: Aan Baan (1972)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Prakash Mehra
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Rakhee, Pran, Jagdeep, Kum Kum, Som Dutt
Release on: 6th July, 1972
Badnaam Ho Gaya Dil Song Lyrics
Aap bahot der se
Aaye raaja bahaddur abb
Main dukaan band kar chuki hu
Hum kisi dukaan par
Nahi aaye dulhaari
Tumhaare ghar aaye hai
Humein baithane ke
Liye nahi puchhogi ji
Aayiye tashrif rakhiye
Tum bhi baitho hamaare paas
Jis dulhaari ko aap bula rahe hai
Woh toh kab ki mar
Chuki hai raaja bahaadur
Aur jo aapke saamane
Hai woh toh ik chita hai
Jo abb tak jal rahi hai sulag
Rahi hai kehate hai chita ko
Chhedana paap hota hai
Khair aap yeh bataaiye kya sunenge
Aaj tum jo sunaaogi hum sunenge
Toh phir aap biti suniye
Meri kahaani meri jabaani
Badnaam ho gaya dil ha ha ha ha
Badnaam ho gaya
Dil bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Humse waha jo karte
Hum kyun yaha pe aate
Humse waha jo karte
Hum kyun yaha pe aate
Hum bhich phul ghar ke
Ghar mein hi muskuraate
Paayi hai kaisi manjil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Hasti mitaayi hamne
Lekin na aap maane
Hasti mitaayi hamne
Lekin na aap maane
Aurat ka pyaar kya hai
Sarkaar yeh na jaane
Saara badan bismil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Has haske jal rahe hai
Hum apni chaandani mein
Has haske jal rahe hai
Hum apni chaandani mein
Humne sukun na paaya
Do din ki jindagi mein
Barbaadiya hai shaamil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil
Bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil
Bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil.
No comments :
Post a Comment