Monday, 3 December 2018
Jab Tum Ho Mere Humsafar Lyrics - Aan Baan (1972)
Movie/album: Aan Baan (1972)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: Prakash Mehra
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Rakhee, Pran, Jagdeep, Kum Kum, Som Dutt
Release on: 6th July, 1972
Jab Tum Ho Mere Humsafar Song Lyrics
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere
Chalaa tir par tir sharmaana kya
Ke jaan meri jaan yeh ghabraana kya
Chalaa tir par tir sharmaana kya
Ke jaan meri jaan yeh ghabraana kya
Idhar bhi hai pyaare
Idhar bhi hai pyaare jigar khubsurat
Idhar bhi hai pyaare jigar khubsurat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere
Mujhe dekhkar yun na gusse mein aa
Mile na mile phir jara muskura
Mujhe dekhkar yun na gusse mein aa
Mile na mile phir jara muskura
Hai chehare pe gussa
Hai chehare pe gussa magar khubsurat
Hai chehare pe gussa magar khubsurat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere
Chamakate hai gaalon mein ujale sawere
Mehakate hai baalon mein dilkash andhere
Chamakate hai gaalon mein ujale sawere
Mehakate hai baalon mein dilkash andhere
Hai phulon se naajuk haay haay
Hai phulon se naajuk kamar khubsurat
Hai phulon se naajuk kamar khubsurat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere hamsafar khuburat
Toh hai jindagi ka safar khubsurat
Jab tum ho mere.
No comments :
Post a Comment