Wednesday, 12 December 2018
Chali Jawaani Thokar Khane Lyrics - Abhimaan (1957)
Movie/album: Abhimaan (1957)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Saraswati Kumar Deepak
Music Composer: Anil Krishna Biswas
Music Director: Anil Krishna Biswas
Director: Mahesh Kaul
Music Label: Saregama
Starring: Shekhar, Ameeta, Chand Usmani, Mehmood, Nazir Hasain
Chali Jawaani Thokar Khane Song Lyrics
Chali jawaani tokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali jawaani ho dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Gali gali bhatkegi pagli
Gali gali bhatkegi pagli
Chhalbaliya sansaar mein
Kyun thumak thumak chali
Hoy thumak thumak chali hoy
Chali jawaani ho babu dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali re chali re chali re
Chali chali chali
Chal re nikkhhattoo
Sadak ke lattoo
Mujhe kya samjha
Gudiya hai tu mujhe
Kya samjha gudiya hai
Arri gudiya hoti
Gup chup rehti
Namak mirach ki pudiya hai tu
Namak mirach ki pudiya hai
Kaan khol kar sun le
Nageena main hoon
Ek hazaar mein kaan khol kar
Kaan khol kar sun le
Nageena main hoon
Ek hazaar mein
Ho roop ke rasiya
Taak lagaaye haay re zulmi
Taak lagaaye baithhen
Hain gulzaar mein
Kahaan nain matakko chali hoy
Kamar lachakko chali hoy
Chali jawaani ho babu dekho
Chali jawaani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
Chali re chali re chali re chali re
Chali chali chali
Chhod de meri dagariya
Meri nagariya door hai re
Meri nagariya door hai
Ye kaajal ye surma misti
Sab do din ka noor hai re
Bas do din ka noor hai
Kuchh bhi ho
Ab mujhe na rehna
Tere is ghar baar mein
Kuchh bhi ho kuchh bhi ho
Ab mujhe na rehna
Tere is ghar baar mein
Ho bandhi chali aayegi gori
Bandhi chali aayegi gori
Ik din mere pyaar mein
Kyun chhod ke bainya
Chali hoy mukh mod
Ke guinya chali hoy
Chali jawaani o babu roko na
Chali jawani thokar khaane
Duniya ke bazar mein
O chali o chali o chali
Chali chali chali.
No comments :
Post a Comment