lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 6 January 2019

Nayi Ri Lagan Aur Mithi Batiyaan Lyrics - Alaap (1977)

No comments :




Movie/album: Alaap (1977)

Singers: K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas), Madhurani, Ustad Faiyaz Khan

Song Lyricists: Rahi Masoom Raza

Music Composer: Jaidev Verma

Music Director: Jaidev Verma

Director: Hrishikesh Mukherjee

Music Label: Saregama

Starring: Amitabh Bachchan, Rekha, Asrani, Farida Jalal, Om Prakash

Release on: 24th March, 1977


Nayi Ri Lagan Aur Mithi Batiyaan Song Lyrics


Nayi ri lagan aur mithi batiyaan
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Kaaga ja, ja ja ja
Kaaga ja, ja ja ja
Kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
Kis kis baat pe dhadake chhatiyaan
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Nayi ri lagan aur mithi

Baal bhi ulajhe hain sapane bhi
Baal bhi ulajhe hain sapane bhi
Duje laage hain apane bhi
Ho gaye ham kyon aise divaane
Ho gaye ham kyon aise divaane
Piya jaane aur jiya mora jaane, sakhi
Nayi ri lagan aur mithi



Kaaga ja, ja ja ja
Kaaga ja, ja ja ja
Ja re kaaga ja, ja ja ja, ja re

Na de more piya ko sandesava
Ja ja ja re ja re
Kaaga ja
Piya naahi aaye, piya naahi aaye
More aali kaise kare man kab jaayun
Piya naahi aaye, piya naahi aaye

Barase badaraiya saavan ki
Barase badaraiya saavan ki
Saavan mein gum kyon mera manava
Saavan mein gum kyon mera manava
Bhanak suni piya aavan ki
Bhanak suni piya aavan ki
Bhanak suni piya aavan ki
Umad ghumad chahun dish so aayo
Bijuri chamake jhar laavan ki
Barase badaraiya saavan ki.


No comments :

Post a Comment