Thursday, 7 February 2019
Dur Reh kar Na Karo Baat Lyrics - Amaanat (1977)
Movie/album: Amaanat (1977)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Shatrujit Paul
Music Label: Saregama
Starring: Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni
Release on: 1st January, 1977
Dur Reh kar Na Karo Baat Song Lyrics
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajavo
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajavo
Yaad rehejayegi yeh raat,
Kareeb aajavo
Ik mudat se, tamanna thi,
Tumeh chhuneki
Ik mudat se, tamanna thi,
Tumeh chhuneki
Aaj bas mein nahin, jazbaat,
Kareeb aajavo
Aaj bas mein nahin, jazbaat,
Kareeb aajavo
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajavo
Sard jhonkon se, bhadakte hein,
Badan mein shole
Sard jhonkon se, bhadakte hein,
Badan mein shole
Jaan le legi, yeh barasaat,
Kareeb aajavo
Jaan le legi, yeh barasaat,
Kareeb aajavo
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajavo
Is qadar humse jhijakne ki
Zuuroorat kya hai
Is qadar humse jhijakne ki
Zuuroorat kya hai
Zindagi bhar ka hai, ab saath,
Kaeeb aajavo
Zindagi bhar ka hai, ab saath,
Kaeeb aajavo
Yaad rehejayegi yeh raat,
Kareeb aajavo
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajavo.
No comments :
Post a Comment