lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 13 April 2019

Is Duniya Me Marna Hai Lyrics - Apnapan (1977)

No comments :



Movie/album: Apnapan (1977)

Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Director: J. Om Prakash

Music Label: Saregama

Starring: Jeetendra, Sanjeev Kumar, Reena Roy

Release on: 1st January, 1977


Is Duniya Me Marna Hai Song Lyrics


Is duniya me marna hai
Is duniya me jina hai
Is duniya me marna hai
Tere dil me jagah
Mila farz hame to karna hai
Kya darna hai
Is duniya me marna hai
Is duniya me jina hai
Is duniya me marna hai
Tere dil me jagah
Mila farz hame to karna hai
Kya darna hai

Is duniya me jina hai
Is duniya me marna hai
Chuna chaho to badal
Ko chuo apne hatho se
Are dil na badhalao sajna
O uche mahalo ki bato se
Un galiyo ki bat karo
Jin galiyo se gujarna hai
Is duniya me marna hai
Is duniya me jina hai.


No comments :

Post a Comment