Saturday, 13 April 2019
Somwar Ko Hum Mile Lyrics - Apnapan (1977)
Movie/album: Apnapan (1977)
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: J. Om Prakash
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Sanjeev Kumar, Reena Roy
Release on: 1st January, 1977
Somwar Ko Hum Mile Song Lyrics
Somwar ko hum mile mangalwar ko nain
Somwar ko hum mile mangalwar ko nain
Budh ko meri nind gayi jhume raat ko chain
Are sukar shani kate muskil se aaj hai etwar
Saat dino me ho gaya jaise sat janam ka pyar
Somwar ko hum mile mangalwar ko nain
Somwar ko hum mile mangalwar ko nain
Budh ko meri nind gayi jhume rat ko chain
Are sukar shani kate muskil se aaj hai etwar
Saat dino me ho gaya jaise sat janam ka pyar
Somwar ko hum mile
Abhi to hamko mile hue hua na ek mahina
Abhi to hamko mile hue hua na ek mahina
Abhi se hal hua hai muskil ho gaya jina
Ek baras tak ho jayega marna bhi duswar
Saat dino me ho gaya jaise sat janam ka pyar
Somwar ko hum mile
Char baje main soya tha panch baje uth jaga
Char baje main soya tha panch baje uth jaga
Sadhe panch ko lekar gadi
Tumse milne bhaga
Jivan kaise gujrega jab kat te nahi pal char
Saat dino me ho gaya jaise sat janam ka pyar
Saadi ki kya baat karu abhi hui nahi sagai
Saadi ki kya baat karu abhi hui nahi sagai
Kaise navambar aayega abhi aaya nahi july
June talak bhi hai mushkil are ab to intezar
Saat dino me ho gaya jaise sat janam ka pyar
Somwar ko hum mile mangalwar ko nain
Budh ko meri nind gayi jhume raat ko chain
Are sukar shani kate muskil se aaj hai etwar
Saat dino me ho gaya jaise sat janam ka pyar.
No comments :
Post a Comment