Thursday, 16 May 2019
Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Song Lyrics
Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics - Arzoo (1965)
Movie/album: Arzoo (1965)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh RaghuvanshiMusic Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh RaghuvanshiDirector: Ramanand SagarMusic Label: SaregamaStarring: Sadhana, Rajendra Kumar, Feroz KhanRelease on: 18th October, 1965
Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Song Lyrics
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab
Nigaho se chhupkar dikhao to jane
Khayalo me bhi tum na aao to jane
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Nazar aiyega nazar aiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab
Jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil
Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Samajh kar zara gaur farmaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab
Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bus me nazar hai
Jara hosh aane ke le jaiyega
Jara hosh aane ke le jaiyega
Thehar jaiyega thehar jaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab.
No comments :
Post a Comment