lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 20 July 2019

Allah Kasam Ek Ho Lyrics - Bandagi (1972)

No comments :

Allah Kasam Ek Ho Lyrics - Bandagi (1972)


Movie/album: Bandagi (1972)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: K. Shankar

Music Label: Saregama

Starring: Pandharibai


Allah Kasam Ek Ho Song Lyrics


Allah kasam allah kasam
Ek tum ho jis par dil aaya
Allah kasam allah kasam
Iman mera thokar khaya
Allah kasam allah kasam
Ek tum ho jis par dil aaya

Ye jo chehra kitabi kitabi hai
Ye jo husn gulabi gulabi hai
Ye jo chehra kitabi kitabi hai
Ye jo husn gulabi gulabi hai
Ise dekhke mai nachiz ki kya
Sara aalam sarabi
Uska karam uska karam
Mahbub se mujhe milwaya
Allah kasam allah kasam
Ek tum ho jis par dil aaya

Maine tumko sanam pahchan liya
Tum kaun ho ye bhi jan liya
Maine tumko sanam pahchan liya
Tum kaun ho ye bhi jan liya
Kadmo me jagah ab dedo mujhe
Maine apna khuda tumhe man liya
Rakhlo bharam rakhlo bharam
Mar jaunga jo thukraya
Allah kasam allah kasam
Ek tum ho jis par dil aaya
Allah kasam allah kasam
Iman mera thokar khaya
Allah kasam allah kasam
Ek tum ho jis par dil aaya.


No comments :

Post a Comment