lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 20 July 2019

Yeh Tooti Botal Ke Tukade Lyrics - Bandagi (1972)

No comments :

Yeh Tooti Botal Ke Tukade Lyrics - Bandagi (1972)


Movie/album: Bandagi (1972)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Rajendra Krishan

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: K. ShankarMusic Label: Saregama

Starring: Pandharibai


Yeh Tooti Botal Ke Tukade Song Lyrics


Yeh tooti botal ke tukade
O sanam o sanam bewafa
Har tukda hai taswir mere
Dil ki beraham bewafa
Yeh tooti botal ke tukade
O sanam o sanam bewafa

Kaho to sab ke khali
Jaam apne khun se bhar du
Jo namanjur ho to isse
Tohfa or behtar du
Charago ko bhujadu dil
Jalakar roshni kar du
Kaho to sabke khali jam
Apne khun se bhar du
Jo namanjur ho to isse
Tohfa or behtar du
Charago ko bhujadu
Dil jalakar roshni kar du
Yeh tooti botal ke tukade
O sanam o sanam bewafa
Har tukda hai tasweer
Mere dil ki beraham bewafa

Mai sapna to na tha tumne
Magar sapna bana dala
Mujhe pathar samjh kar
Apne raste se hata dala
Bikhari hi to hu achha
Kiya dar se utha dala
Mai sapna to na tha tumne
Magar sapna bana dala
Mujhe pathar samjh kar
Apne raste se hata dala
Bikhari hi to hu achha
Kiya dar se utha dala
Yeh tooti botal ke tukade
O sanam o sanam bewafa
Har tukda hai taswir
Mere dil ki beraham bewafa
Yeh tooti botal ke tukade
O sanam o sanam bewafa.


No comments :

Post a Comment