Saturday, 20 July 2019
Jo Milna Hai Bhagwan Se Lyrics - Bandhan (1956)
Jo Milna Hai Bhagwan Se Lyrics - Bandhan (1956)
Movie/album: Bandhan (1956)
Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director: Hemchandra Chunder
Music Label: Saregama
Starring: Pradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal, David, Shashikala, Achla Sachdev, Asit Sen
Jo Milna Hai Bhagwan Se Song Lyrics
Jo milna hai bhagwan se
To mil pahle insan se
Kaise darshan dega malik
Dil puchhe darban se
Jo milna hai bhagwan se
To mil pahle insan se
Kaise darshan dega malik
Dil puchhe darban se
Jo milna hai bhagwan se
Jhute bhed ke bandhan aur
Ye unch nich ki diware
Jhute bhed ke bandhan aur
Ye unch nich ki diware
Parbhu se kaise milne dengi
Tujhe bich ki diware
Tune khud mushkil kar dale
Ye raste aasan se
Tune khud mushkil kar dale
Ye raste aasan se
Kaise darshan dega malik
Dil puchhe darban se
Jo milna hai bhagwan se
Lakh chatur tu bane magar
Wo sabse bada siyana hai
Akh chatur tu bane magar
Wo sabse bada siyana hai
Apna aash chhupakar bunta
Jag ka tana bana hai
Chaturai na bhaye use
Wo pyar kare anjan se
Chaturai na bhaye use
Wo pyar kare anjan se
Kaise darshan dega malik
Dil puchhe darban se
Jo milna hai bhagwan se
Uska hona hai jo tujhko
Bando ka tu ho ja
Apna aap mita de murakh
Aur usi me kho ja
Uska hona hai jo tujhko
Bando ka tu ho ja
Apna aap mita de murakh
Aur usi me kho ja
Nicha kar wo kam nikale
Jo nikle na man se
Kaise darshan dega malik
Dil puchhe darban se
Jo milna hai bhagwan se
To mil pahle insan se
Kaise darshan dega malik
Dil puchhe darban se
Jo milna hai bhagwan se.
No comments :
Post a Comment