Saturday, 20 July 2019
Mere Devta Mujhko Dena Lyrics - Bandhan (1956)
Mere Devta Mujhko Dena Lyrics - Bandhan (1956)
Movie/album: Bandhan (1956)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director: Hemchandra Chunder
Music Label: Saregama
Starring: Pradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal, David, Shashikala, Achla Sachdev, Asit Sen
Mere Devta Mujhko Dena Song Lyrics
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut na ye daman tumhara
Mere devta
Tere rashte se hatati hai dunia
Tere rashte se hatati hai dunia
Isharo se mujhko bulati hai dunia
Na dekhu main dunia ka jhutha ishara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut na ye daman tumhara
Mere devta
Siva tere dil mein samaye na koi
Siva tere dil mein samaye na koi
Lagan ka ye deepak bujhaye na koi
Tumhi meri naiya ho tumhi ho kinara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta.
No comments :
Post a Comment