lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday 14 January 2020

Jhoom Le Lyrics - Chhodon Naa Yaar (2007)

No comments :




Movie/album: Chhodon Naa Yaar (2007)

Singers: Sunidhi Chauhan

Song Lyricists: Anand Raj Anand, Panchhi Jalonvi

Music Composer: Anand Raj Anand

Music Director: Anand Raj Anand

Genres: Dance

Director: Dillip Sood

Music Label: Big Music

Starring: Jimmy Shergill, Kim Sharma, Farid Amiri, Ahmed Khan, Vinod Nagpal

Release on: 5th October, 2007


Jhoom Le Song Lyrics


Jhoom le, jhoom le, aaja nashe mein jhoom le
Choom le, choom le, jalwe nazar se choom le
Jhoom le, jhoom le, aaja nashe mein jhoom le
Choom le, choom le, jalwe nazar se choom le
Saari baatein aani jaani, ishq mein baajib? Hai naadaani
Aisi madhoshi chha jaaye toh kya maangata hai mann
Bas deewaanapan, bas deewaanapan

Saaz dil ko mil jaayega, raaz pal mein khul jaayega
Kuchh na samajhaana
Saaz dil ko mil jaayega, raaz pal mein khul jaayega
Kuchh na samajhaana
Aaja tu ikraar karlein, aise mein didaar karlein, hoke deewaana
Duniyaadaari chhodake saari, dilbar ban ja kar dildaari
Duniyaadaari chhodake saari, husn ka aashiq ban
Bas deewaanapan, bas deewaanapan



Tune ?? Hai isaka kya barosa hai
Dilbaron ka hai dil se waasta

Thaamke dil ko dil se khelo, dil ke badle mein dil le lo
Baahon mein aana
Thaamke dil ko dil se khelo, dil ke badle mein dil le lo
Baahon mein aana
Kab talak tanha rakhenge, kab talak meri jaa rakhenge
Dil yeh deewaana
Tum hi le lo, tumhein diya hai, mitha mitha julm kiya hai
Tum hi le lo, tumhein diya hai, ishq mein duba mann
Bas deewaanapan, bas deewaanapan.


No comments :

Post a Comment