Sunday, 2 February 2020
Allah Jaane Lyrics - Chhota Sa Ghar (1996)
Movie/album: Chhota Sa Ghar (1996)
Singers: Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists: Daddy
Music Composer: Rajesh Roshan
Music Director: Rajesh Roshan
Genres: Romantic
Director: Kalpataru
Music Label: Ultra
Starring: Asrani, Neelima Azim, Ajinkya Deo
Allah Jaane Song Lyrics
Ye dil kyon dhadakata hai jaanam
Ye dil kyon dhadakata hai jaanam
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane
Ishq kyon kaise hota hai jaanam
Ishq kyon kaise hota hai jaanam
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane
Nazar jab kisi ko lage dundne
Kare man koi bhi kali chumne
Nazar jab kisi ko lage dundne
Kare man koi bhi kali chumne
To samjho ladakpan gaya so kadam
Ye kya majra hai batao sanam
Ye kya majra hai batao sanam
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane
Kuk koyal ki sunke machalta hai dil
Aur sine se bahar nikalta hai dil
Kuk koyal ki sunke machalta hai dil
Aur sine se bahar nikalta hai dil
Bahaaro ka hota hai kaise janam
Bas itna bata se mujhe kam se kam
Bas itna bata se mujhe kam se kam
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane
Ye masti main duba hua hai shamma
Nazar dhundati hai koi ashiyana
Ho ye masti main dubahua hai shamma
Nazar dhundati hai koi ashiyana
Ajab hai mere dil ka alam sanam
Tujhe ho pata to batade sanam
Tujhe ho pata to batade sanam
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane
Ye dil kyu dadhakata hai jaanam
Ishq kyu kaise hota hai jaanam
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane
Alla jane, alla jane, alla jane, alla jane.
No comments :
Post a Comment