lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 2 February 2020

Chal Mundeya Mandir Mein Lyrics - Chhota Sa Ghar (1996)

No comments :




Movie/album: Chhota Sa Ghar (1996)

Singers: Alka Yagnik

Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Music Composer: Rajesh Roshan

Music Director: Rajesh Roshan

Genres: Masti

Director: Kalpataru

Music Label: Ultra

Starring: Asrani, Neelima Azim, Ajinkya Deo


Chal Mundeya Mandir Mein Song Lyrics


Chal mundiya mandir mein chalkar
Chal mundiya mandir mein chalkar
Shadi karte hai, shadi karte hai
Darse ghar walo ke
Sab premi darte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar
Chal mundiya mandir mein chalkar
Shadi karte hai, shadi karte hai
Darse ghar walo ke
Sab premi darte hai
Chal mundiya
Mandir mein chalkar

Rahe kitabon main tu ulajhaan
Kya ye kaam aayeghi
Jeewan ki ulajhane to
Milke hi suljhayi jayeghi
Dil mil gaye phir kyon
Milane ko aahe bharte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar
Chal mundiya mandir mein chalkar
Shadi karte hai, shadi karte hai
Darse ghar walo ke
Sab premi darte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar



Sehnai na baje to kya
Ye to hai dil ki rasme
Pandit mantar pade na
Pade humne to khali kasme
Dilwale duniya ke
Riwajo se kab darte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar
Shadi karte hai, shadi karte hai
Darse ghar walo kee
Sab premi darte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar

Pyar tera pehna maine
Phir kya kapda gahena
Mile na mile makan hame
To dil mein hi tere rehna
Chhod ke chahat log
Kyou ye daulat pe marte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar
Chal mundiya mandir mein chalkar
Shadi karte hai, shadi karte hai
Darse ghar walo ke
Sab premi darte hai
Chal mundiya mandir mein chalkar.


No comments :

Post a Comment