Sunday, 2 February 2020
Tum Mere Swami Antaryami Lyrics - Chhote Babu (1957)
Movie/album: Chhote Babu (1957)
Singers: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi)
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Genres: Pray
Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt
Music Label: Saregama
Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra
Tum Mere Swami Antaryami Song Lyrics
Tum mere swami antaryami
Maat pita tum mere
Tum mere tan man tum mere jiwan
Badhu sakha tum mere
Tum mere swami antaryami
Mere man ki tu hi jane
Jau kise mai or sunane
Mere man ki tu hi jane
Jau kise mai or sunane
Dukhiya man ki karun kahani
Tu hi ek sunhere
Tum mere swami antaryami
Charo or uthi hai andhi
Charo or uthi hai andhi
Ajab sadhna maine sadhi
Aachal me ek deep chhupaya
Kabhi na haye bujhe re
Tum mere swami antaryami
Maat pita tum mere
Tum mere tan man tum mere jiwan
Badhu sakha tum mere
Tum mere swami antaryami.
No comments :
Post a Comment